Sar E Raah Kuchh Bhi Kaha Nahin Lyrics – Talat Aziz
Sar e raah kuchh bhi kaha nahin
Sar e raah kuchh bhi kaha nahin
Kabhi uske ghar mein gaya nahi
Sar e raah kuchh bhi kaha nahin
Kabhi uske ghar mein gaya nahi
Main janam janam se usi ka hun
Main janam janam se usi ka hun
Use aaj tak yeh pata nahi
Sar e raah kuchh bhi kaha nahin
Kyun usi ka naam naseeb hai
Yeh khuda ki den ajeeb hai
Kyun usi ka naam naseeb hai
Jise tune chaha wo mil gaya
Jise tune chaha wo mil gaya
Jise maine chaha mila nahi
Jise tune chaha wo mil gaya
Jise maine chaha mila nahi
Main janam janam se usi ka hun
Main janam janam se usi ka hun
Use aaj tak yeh pata nahi
Sar e raah kuchh bhi kaha nahin
Use paa ke nazaro se chumna
Unki ibaadto mein shumaar hai
Use paa ke nazaro se chumna
Unki ibaadto mein shumaar hai
Koi phool laakh qareeb ho]
Koi phool laakh qareeb ho
Kabhi maine usko chhua nahi
Koi phool laakh qareeb ho
Kabhi maine usko chhua nahi
Main janam janam se usi ka hun
Main janam janam se usi ka hun
Use aaj tak yeh pata nahi
Sar e raah kuchh bhi kaha nahin
Isi shehar mein kai saal se
Mere kuchh qareebi aziz hai
Isi shehar mein kai saal se
Mere kuchh qareebi aziz hai
Unhe meri koi khabar nahi
Unhe meri koi khabar nahi
Mujhe unka koi pata nahi
Unhe meri koi khabar nahi
Mujhe unka koi pata nahi
Main janam janam se usi ka hun
Main janam janam se usi ka hun
Use aaj tak yeh pata nahi
Sar e raah kuchh bhi kaha nahin nahin.