Sapno Ke Des Me Lyrics

in

"Sapno Ke Des Me" Song Details:

Movie: Suhagan (1954)
Singer(s):Lata Mangeshkar
Lyricist(s):Saraswati Kumar Deepak
Composer(s):Ramchandra Narhar Chitalkar (C. Ramchandra), Vasant Desai
Music Director(s):Ramchandra Narhar Chitalkar (C. Ramchandra), Vasant Desai
Genre(s):Happy (Feel Good)
Director(s):Anant Mane
Music Label:© Saregama
Starring:Jaswant, Geeta Bali, Sulochana, Vijay Laxmi, Jankidas
Release on:10th March, 1954

Sapno Ke Des Me Lyrics – Lata Mangeshkar

Sapno ke desh me dulhan ke wesh me
Ban than chali re suhagan
Dekho ban than chali re suhagan

lyricsbogie.com
Sapno ke desh me dulhan ke wesh me
Ban than chali re suhagan
Dekho ban than chali re suhagan

Mathe pe bindi hatho me mehandi
Hotho se chede re ragini
Dekho ban than chali re suhagan
Dekho ban than chali re suhagan

Taro ke usne gajre banaye
Taro ke usne gajre banaye
Chand suraj ke deepak jalaye
Chand suraj ke deepak jalaye
Kirno ke gahne dulhan ne pahne
Cham cham chamakti chandani
Dekho ban than chali re suhagan
Dekho ban than chali re suhagan

Sapno ke desh me dulhan ke wesh me
Ban than chali re suhagan
Dekho ban than chali re suhagan

Uska mahal hai dunia se nyara
Uska mahal hai dunia se nyara
Angan me bahti amrit ki dhara
Angan me bahti amrit ki dhara
Dunia se chanchal payal ki chan chan
Dekho ban than chali re suhagan
Dekho ban than chali re suhagan.

Sapno Ke Des Me Lyrics PDF Download
Print PDF      PDF Download

never miss latest songs lyrics.

Sign up to receive an email whenever we post latest hindi song lyrics.

100% No Spamming.