Sapna Mera Toot Gaya Lyrics – Asha Bhosle, R. D. Burman
Sapna mera tut gaya too
Naa raha kuchh naa raha
Sapna mera tut gaya are too
Naa raha kuchh naa raha
Roti huyi yade mili bas
Aur mujhe kuchh naa mila
Aap ko malum hai aapaki tarah
Mera bhi ek sundar sajan tha
Usaki aankho main nasa baju
Me takat or dil me himmat thi
Bijali ki tarah nachata tha
Wo mere pas aata tha
Gata tha nachata me
Me pagal ho jati thi
Dekho dekho wo aaga
Mere liye mere liye
Aa ja meri baho me
Aa pyar bhari raho me aa
Sun le machalate
Huye dil ki sada
Dil keh raha mera sath
Hain yeh teraa mera
Abb jindagi me kabhi ho
Naa juda ho naa juda
Sapna mera tut gaya are
Too naa raha kuchh naa raha
Roti huyi yade mili bas
Aur mujhe kuchh naa mila
Ek din mera hath pakadakar
Muje khichata huva wo le
Gaya or e sundar gadi me bitha
Kar bol ye tere liye hai rani
Raja gadi to hawa se
Baatain kar rahi hai
Dekhona muje dar lag raha hai
Please aahista please aahista
Gadi ruki me to usaki bahome hu
Sharmana chhod de too
Ghabarana chhod de too
Aaj toh buja de mere
Dil ki lagi re dil ki lagi
Par too hain jivan sathi
Mai hoo diya too hain baati
Pyar me yu jalane kaa
Hain nam jindagi
Sapna mera tut gaya too
Naa raha kuchh naa raha.