Sapna Dekha Raat Ke Jaise Lyrics

in

"Sapna Dekha Raat Ke Jaise" Song Details:

Movie: Raat Andheri Thi (1967)
Singer(s):Mohammed Rafi, Suman Kalyanpur
Lyricist(s):Akhtar Romani
Composer(s):Usha Khanna
Music Director(s):Usha Khanna
Genre(s):Romantic
Director(s):Shiv Kumar
Music Label:© Saregama
Starring:Feroz Khan, Lolita Chatterjee, Helen, Naaz
Release on:1st January, 1967

Sapna Dekha Raat Ke Jaise Lyrics – Mohammed Rafi, Suman Kalyanpur

lyricsbogie.com
Balle balle kudiye
Balle balle mundiya

Balle balle kudiye
Balle balle mundiya
Haye ni kudiye haye ni mundiye
Balle balle hiriye
Balle balle ranjhya

Sapna dekha raat ke jaise
Tu hai mere sath
O baliye hatho mein hai hath
Hua kya matlab iska
Tera man sath o chan we
Jaise ye din raat
Ke tu hai badal main barsat
Samjh le matlab iska
Sapna dekha raat ke jaise
Tu hai mere sath
O baliye hatho mein hai hath
Hua kya matlab iska

Kajal wali aankh sarabi
Mehandi wale hath gulabi
Kajal wali aankh sarabi
Mehandi wale hath gulabi
Ho tera har andaz kayamat
Teri har ek bat sababi
Tu jab kano mein ras ghole
Jhum ke mera ang ang dole
Tu jab kano mein ras ghole
Jhum ke mera ang ang dole
Main to laz se mar mar jau
Haye jane dil ye kya kya bole
Dil bole ye baat ke chahe
Din ho chahe raat
Rahe tu saya banke sath
Hua kya matlab iska
Sapna dekha raat ke jaise
Tu hai mere sath
O baliye hatho mein hai hath
Hua kya matlab iska

Jab jab dil ka shisha dekhu
Tab tab tera mukhda dekhu
Jab jab dil ka shisha dekhu
Tab tab tera mukhda dekhu
Ho tere gore gal pe sabnam
Haye jaise kaliyo par ho lali
Sun kar teri baat
Main jagu sari sari raat
Samjh le matlab iska
Sapna dekha raat ke jaise
Tu hai mere sath
O baliye hatho mein hai hath
Hua kya matlab iska.

Sapna Dekha Raat Ke Jaise Lyrics PDF Download
Print PDF      PDF Download

never miss latest songs lyrics.

Sign up to receive an email whenever we post latest hindi song lyrics.

100% No Spamming.

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *