Sanam Ikraar Ho Gaya Lyrics – Anuradha Paudwal
Saari duniya se chupke
Jaaneman chupke chupke
Saari duniya se chupke
Usne aesi baat kahi
Dil mera kho gaya
Na jaane kab pyaar ho gaya
Sanam ikraar ho gaya
Na jaane kab pyaar ho gaya
Sanam ikraar ho gaya
Wo na samje wo na jaane
Kitna usko chahu mai
Wo na samje wo na jaane
Kitna usko chahu mai
Uski chaahat par har
Lamha apni jaan lootau mai
Naadan hai wo to
Anjaan hai wo to
Naadan hai wo to
Anjaan hai wo to
Mai kya karu
Mahefil se tanhaai se
Kwabo ki parchaai se
Mahefil se tanhaai se
Kwabo ki parchaai se
Usne aesi baat kahi
Dil mera kho gaya
Na jaane kab pyaar ho gaya
Sanam ikraar ho gaya
Na jaane kab pyaar ho gaya
Sanam ikraar ho gaya
Ishq mohabbat ko thukraya
Wo kaisa deewana hai
Mere ghum se mere dard se
Ab tak wo begaana hai
Doori sahe kaise
Kuch bhi kahe kaise
Doori sahe kaise
Kuch bhi kahe kaise
Yaar bata
Dhadkan se mere vaado se
Kasmo se meri baato se
Dhadkan se mere vaado se
Kasmo se meri baato se
Usne aesi baat kahi
Dil mera kho gaya
Na jaane kab pyaar ho gaya
Sanam ikraar ho gaya
Na jaane kab pyaar ho gaya
Sanam ikraar ho gaya
Jaaneman chupke chupke
Saari duniya se chupke
Jisne aesi baat kahi
Dil mera kho gaya
Na jaane kab pyaar ho gaya
Sanam ikraar ho gaya
Na jaane kab pyaar ho gaya
Sanam ikraar ho gaya.