Samay To Chalta Aage Lyrics – Hemant Brijwasi
Ke kauwa moti chabe
Ke hans akela bhage kyu bhala
Jo bhi the tilak ke dhari
Aaj wo chale hai bhari
Pav ko badha kya hua haye
Samay to chalta aage
Ke kauwa moti chabe
Ke hans akela bhage kyu bhala
Aankh me to aag bhari hai
Aisa kuch hua hai
Kar sake magar kuch nahi
Ye jo wachan diya hai
Haye re haye re
Chhoda re Chhoda re
Kya ise karam bole ya
Rit ya garam bole ya
Bole kya bhala kya bhala
Samay to chalta aage
Ke kauwa moti chabe
Ke hans akela bhage kyu bhala
Jo bhi the narak ke bhagi
Swarg wo chale hai
Wo to bole kalyug hai
Ji hum to chup khade hai
Haye re haye re
Chhoda re Chhoda re
Jane kaisi saj hui hai
Laz haye haz hui hai
Dekh to bhala kyu bhala
Are kya bhul hui hai
Saram sab dhul hui hai
Bharam sab gaur se puche
To bata kya ise karam bole
Ya ret ya garam bole ya
Bole kya bhala kya bhala
Samay to chalta aage
Ke kauwa moti chabe
Ke hans akela bhage kyu bhala.