Samajhte The Lyrics – Jagjit Singh
Samajhte the magar phir bhi
Na rakhi duriya humne
Samajhte the magar phir bhi
Na rakhi duriya humne
Charakho ko jalaane mein
Jalali ungliya humne
Samajhte the magar phir bhi
Na rakhi duriya humne
Koi titali hamare paas
Aati bhi to kya aati
Koi titali hamare paas
Aati bhi to kya aati
Sajae ang bhar kagaj ke
Phool-pattiya humne
Charakho ko jalaane mein
Jalali ungliya humne
Samajhte the magar phir bhi
Na rakhi duriya humne
Hume manzoor tha lekin
Yu hi ghut ghut ke mar jana
Hume manzoor tha lekin
Kisi kambal par zaahir na ki
Majburiya humne
Charakho ko jalaane mein
Jalali ungliya humne
Samajhte the magar phir bhi
Na rakhi duriya humne
Hum us mehfil mein bas
Ek bar sach bolane vali
Hum us mehfil mein bas
Ek bar sach bolane vali
Juban par umr bhar
Mehsus ki chingariya humne
Charakho ko jalaane mein
Jalali ungliya humne
Samajhte the magar phir bhi
Na rakhi duriya humne.