Samajh Ke Baith Gaye Lyrics – Talat Aziz
Labo se kuchh na kaha
Samajh ke baith gaye aur
Labo se kuchh na kaha
Samndaro ne kabhi
Saahilo se kuchh na kaha
Samajh ke baith gaye aur
Labo se kuchh na kaha
Samndaro ne kabhi
Saahilo se kuchh na kaha
Samajh ke baith gaye aur
Labo se kuchh na kaha
Kabhi kabhi tere dil
Ko rago ko chum liya
Kabhi kabhi tere dil
Ko rago ko chum liya
Phir uske baad teri
Dhadkano se kuchh na kaha
Phir uske baad teri
Dhadkano se kuchh na kaha
Samndaro ne kabhi
Saahilo se kuchh na kaha
Samajh ke baith gaye aur
Labo se kuchh na kaha
Hame dhoon ke charago
Ko hum jalate rahe
Hame dhoon ke charago
Ko hum jalate rahe
Hawa se kuchh na kaha
Andhiyo se kuchh na kaha
Hawa se kuchh na kaha
Andhiyo se kuchh na kaha
Samndaro ne kabhi
Saahilo se kuchh na kaha
Samajh ke baith gaye aur
Labo se kuchh na kaha
Nazar bhi hamne
Milayi bahut slike se
Nazar bhi hamne
Milayi bahut slike se
Kaha bhi aur tere
Aaino se kuchh na kaha
Kaha bhi aur tere
Aaino se kuchh na kaha
Samndaro ne kabhi
Saahilo se kuchh na kaha
Samajh ke baith gaye aur
Labo se kuchh na kaha
Samajh ke baith gaye aur
Labo se kuchh na kaha
Samndaro ne kabhi
Saahilo se kuchh na kaha
Samajh ke baith gaye aur
Labo se kuchh na kaha.