Sagar Sang Kinare Hai Lyrics

in

"Sagar Sang Kinare Hai" Song Details:

Movie: Vijaypath (1994)
Singer(s):Alka Yagnik, Kumar Sanu
Lyricist(s):Shyam Anuragi
Composer(s):Anu Malik
Music Director(s):Anu Malik
Genre(s):Love
Director(s):Farouq Siddique
Music Label:© Tips Music
Starring:Ajay Devgan, Tabu, Danny Denzongpa , Gulshan Grover, Reema Lagoo
Release on:1st July, 1994

Sagar Sang Kinare Hai Lyrics – Alka Yagnik, Kumar Sanu

lyricsbogie.com
Sagar sang kinaare hain
Phoolon sang bahaare hain
Sagar sang kinaare hain
Phoolon sang bahaare hain
Aise hi tum mere ho aur
Hum tumhaare hain
Haan hum tumhaare hain
Sagar sang kinaare hain
Phoolon sang bahaare hain
Sagar sang kinaare hain
Phoolon sang bahaare hain
Aise hi tum mere ho
Aur hum tumhaare hain
Haan hum tumhaare hain

Dil jo hamaara tha kal
Tak kyon ye kisika hone laga
Kisake tassabur mein
Din rain ab ye dil khone laga
Pehali nazar ke pehale
Pyaar ka dekho hak ada karana
Meri kasaam hain tumako sanam
Dil se na juda karana
Dil se na juda karana
Hum tum dono sang rahenge
Jaise chaand taare hain
Hum tum dono sang rahenge
Jaise chaand taare hain
I promise tum mere ho
Aur hum tumhaare hain,
Haan hum tumhaare hain

Hum hain tum ho aur
Ye dekho rang birangi waadi hain
Baarish ke thande mausam
Mein aur bhi aag lagadi hain
Darr lagata hain in baaton se
Rehana door jaroori hain
Tan man jab tak dono milena
Pyaar ki pyaas adhuri hain
Pyaar ki pyaas adhuri hain
Pyaar ki bazi mein rab jaane
Kya jeete kya haare hain
Pyaar ki bazi mein rab jaane
Kya jeete kya haare hain
Ye jaanam tum mere ho
Aur hum tumhaare hain,
Haan hum tumhaare hain
Sagar sang kinaare hain
Phoolon sang bahaare hain
Aise hi tum mere ho
Aur hum tumhaare hain ,
Haan hum tumhaare hain.

Sagar Sang Kinare Hai Lyrics PDF Download
Print PDF      PDF Download

never miss latest songs lyrics.

Sign up to receive an email whenever we post latest hindi song lyrics.

100% No Spamming.