Sagar Nahi To Kya Hai Lyrics

in

"Sagar Nahi To Kya Hai" Song Details:

Movie: Naatak (1976)
Singer(s):Mohammed Rafi
Lyricist(s):Anand Bakshi
Composer(s):Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
Music Director(s):Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
Genre(s):Romantic
Director(s):Sohanlal Kanwar
Music Label:© Saregama
Starring:Amar, Suraiyam Sofia, Kanwar, Pratima Devi, Shyam Kumar

Sagar Nahi To Kya Hai Lyrics – Mohammed Rafi

Sagar nahi hai to kya hai
Sagar nahi hai to kya hai
Teri aankh ka nasha to hai
Badal nahi hai to kya hai
Badal nahi hai to kya hai
Teri zulf ki ghata to hai
Sagar nahi hai to kya hai

Meri tamana thi mehfil se
Tum ye uth ke jane lage ho
Aisi bhi kya berukhi ruth kar
Humse aankhe churane lage
Ho churane lage ho
Mausam nahi hai to kya hai
Mauka ye pyar ka to hai
Sagar nahi hai to kya hai

lyricsbogie.com
Teri zulf ke ghane saye me
Char pal sath tere jiyenge
Sagar se roz pite hai
Aaj teri nazar se piyenge
Nazar se piyenge
Sakhi nahi hai to kya hai
Ek shok dilruba to hai
Sagar nahi hai to kya hai

Shayad yahi ha kayamat ki rat
Man lene ko ji chahata hai
Teri kasam aaj dil hi nahi
Jaan dene ko ji chahata hai
Ji chahata hai
Katil nahi hai to kya hai
Kafir teri ada to hai
Sagar nahi hai to kya hai
Sagar nahi hai to kya hai.

Sagar Nahi To Kya Hai Lyrics PDF Download
Print PDF      PDF Download

never miss latest songs lyrics.

Sign up to receive an email whenever we post latest hindi song lyrics.

100% No Spamming.