Sagar Me Kyu Aate Hai Tufan Lyrics – Chandrani Mukherjee, Mukesh Chand Mathur (Mukesh)
Sagar me kyu aate hai tufan
Pyasi dhara chand ko chahe
Tere mere saman o rama
O ri sajaniya o ri sajaniya
Kya hoti hai sawan ki pahchan
Badra sang chale purwaiya
Tere mere saman o rama
Tu mera majhi hai mai teri naiya hu
O dede tu sahara majhi
Kinara banake baho ko
Dilo ke milne se zamana jalta hai
O mohe dar lage ye
Bairi roke hamari rah
Dunia se dar mai na rahungi
Sare bandhan tod dungi teri chah me
O ri sajaniya o ri sajaniya
Kya hoti hai sawan ki pahchan
Badra sang chale purwaiya
Tere mere saman o rama
Mere manwa man pe tu aise barsi hai
Ho jaise dharti pe kali nirali
Ghata rim jhim barse
Mera dil kahta hai mai
Mai akeli sun suniya
Hu aise lag jau ke jaise
Nadi ka milan ho sagar se
Ho wada kiya to kar ke nibhana
Khusbu ban ke muskurna meri rah me
O re sajanwa o re sajanwa
Sagar me kyu aate hai tufan
Pyasi dhara chand ko chahe
Tere mere saman o rama
O ri sajaniya o ri sajaniya
Kya hoti hai sawan ki pahchan
Badra sang chale purwaiya
Tere mere saman o rama.