Safar Lyrics – Mohit Chauhan
राहें तेरी है घर तेरा
चलना वहाँ जाना वहाँ
खुद तक कहीं पहुंचे जहां
कदम उठा और साथ में हो ले
शेहर शेहर ये तुझसे देखो बोले
टुकुर टुकुर यूँ अपने नैना खोले
ज़िन्दगी पी ले ज़रा
बेहती हवाओं के जैसे हैं इरादे
उड़ते परिंदो से सीखी हैं जो बातें
अनजानी राहों पे कोई मैं चला
मैं सफ़र में हूँ खोया नहीं
मैं सफ़र में हूँ खोया नहीं
मैं सफ़र में हूँ खोया नहीं
मैं सफ़र में हूँ खोया नहीं
थोड़ा आगे बढ़ें
मैंने जाना ये
सच है तो क्या है
उलझे उलझे सब सवाल
ज़िन्दगी है ये क्या
मैं हूँ कौन हूँ
मैंने ये जाना
मुझे मिल ही गए सब जवाब
देखो ना हवा कानों में मेरे केहती क्या
बोली वेख फरीदा मिट्टी खुली
मिट्टी उत्ते फरीदा मिट्टी ढुल्ली
चार दिन दा जी ले मेला दुनिया
फिर जाने होना क्या
बेहती हवाओं के जैसे हैं इरादे
उड़ते परिंदों से सीखी हैं जो बातें
अनजानी राहों पे कोई मैं चला
मैं सफ़र में हूँ खोया नहीं
मैं सफ़र में हूँ खोया नहीं
ओ…
ये कैसा सफ़र है जो यूँ डूबा रहा
जाता हूँ कहीं मैं या लौट के आ रहा
वो चेहरे वो आँखें वो यादें पुरानी
मुझे पूछती
ये नदिया का पानी भी बेहता है केहता येही
मैं सफ़र में हूँ खोया नहीं
मैं सफ़र में हूँ खोया नहीं
मैं सफ़र में हूँ खोया नहीं
मैं सफ़र में हूँ खोया नहीं
खोया नहीं खोया नहीं
खोया खोया खोया खोया नहीं
मैं सफ़र में हूँ खोया नहीं.
Oh bandeya dhoondhe hai kya
Raahein teri hai ghar tera
Chalna wahaan jaana wahaan
Khud tak kahin pohunche jahaan
Kadam utha aur sath mein ho le
Shehar shehar yeh tujhse dekho bole
Tukar tukar yun apne naina khole
Zindagi pee le zara
Behti hawaaon ke jaise hain iraade
Udte parindon se seekhi hain jo baatein
Anjaani raahon pe koi main chala
Main safar mein hoon khoya nahi
Main safar mein hoon khoya nahi
Main safar mein hoon khoya nahi
Thoda aage badhein
Maine jaana yeh
Sach hai to kya hai
Uljhe uljhe sab sawaal
Zindhgi hai ye kya
Main hoon kaun hoon
Maine yeh jaana
Mujhe mil hi gaye sab jawaab
Dekho na hawa kaanon mein mere kehti
Kya
Boli vekh farida mitti khuli
Mitti utte farida mitti dhulli
Chaar dina da jee le mela duniya
Phir jaane hona kya
Behti hawaaon ke jaise hain iraade
Udte parindon se seekhi hain jo baatein
Anjaani raahon pe koi main chala
Main safar mein hoon khoya nahi
Main safar mein hoon khoya nahi
O…
Yeh kaisa safar hai jo yoon dooba raha
Jata hoon kahin main ya laut ke aa raha
Woh chehre woh aankhein woh yaadein
Purani
Mujhe poochhti
Yeh nadiya ka paani bhi behta hai kehta
Yehi
Main safar mein hoon khoya nahi
Main safar mein hoon khoya nahi
Main safar mein hoon khoya nahi
Main safar mein hoon khoya nahi
Khoya nahi khoya nahi
Khoya khoya khoya khoya nahi
Main safar mein hoon khoya nahi.