Saboo Ko Daur Mein Lyrics – Nusrat Fateh Ali Khan
Saboo ko daur mein
Lao bahar ke din hein
Saboo ko daur mein
Lao bahar ke din hein
Hamein sharab pilao
Bahar ke din hein
Sabo ko daur mein lao
Yeh kaam ain ibadat hai
Mousam e gul mein
Hamein gale se lagao
Bahar ke din hein
Hamein sharab pilao
Bahar ke din hein
Sabo ko daur mein lao
Yeh ehtiat o takalluf
Bhi theek hein mana
Magar yeh bhol na
Jao bahar ke din hein
Hamein sharab
Pilao bahar ke din hein
Sabo ko daur mein lao
Aur amal karo us per
Khirad ko aag lagao
Bahar ke din hein
Hamein sharab pilao
Bahar ke din hein
Sabo ko daur mein lao
Thehr thehr ke na barso
Umand paro yakdam
Sitam-zaref ghatao
Bahar ke din hein
Hamein sharab pilao
Bahar ke din hein
Sabo ko daur mein lao
Shikast e tauba ka kab
Aisa aaye ga mousam
Adam ko ghair ke lao
Bahar ke din hein
Hamein sharab pilao
Bahar ke din hein
Sabo ko daur mein lao
Saboo ko daur mein
Lao bahar ke din hein
Saboo ko daur mein
Lao bahar ke din hein
Hamein sharab pilao
Bahar ke din hein
Sabo ko daur mein lao.