Sabko Bhagwan Dekh Raha Tu Lyrics

in

"Sabko Bhagwan Dekh Raha Tu" Song Details:

Movie: Ghar Ghar Ki Baat (1959)
Singer(s):Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt), Suman Kalyanpur
Lyricist(s):Gulshan Bawra (Gulshan Kumar Mehta)
Composer(s):Kalyanji Virji Shah
Music Director(s):Kalyanji Virji Shah
Genre(s):Masti
Director(s):Ravindra Dave
Music Label:© Saregama
Starring:Suresh, Azra, Minu Mumtaz, Durga Khote, Mahendra Kumar, Asit Sen, Jamal, Indira

Sabko Bhagwan Dekh Raha Tu Lyrics – Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt), Suman Kalyanpur

Sabko bhagwan dekh raha tu
Sabko bhagwan dekh raha tu
Sabka palan hara tu jis ka
Jag me koi nahi hai uska ek sahara tu
Sabko bhagwan dekh raha tu
Sabka palan hara tu jis ka
Jag me koi nahi hai uska ek sahara tu
Sabko bhagwan dekh raha tu
One two three four

lyricsbogie.com
Sahara mil gaya haseen baho ka
Ishara ho gaya teri nigaho ka
Bahar bhi jawan hai me teri tu kamal ye
Hai tera liye hai zindagi

Zindagi me tab hi sukh hai
Zindagi me tab hi sukh hai
Jab hum tera dhyan dhare
Dur ho jiwan se andhiyara
Jag me sukh ke deep jale
Sabko bhagwan dekh raha tu

Jalainge
Shamma ki low se parwane
Milaing pyar me aaja diwane
Bada maza hai pyar me kisi ke
Intazar me ye nam hai isi ka zindagi

Sabko bhagwan dekh raha tu
Sabko bhagwan dekh raha tu
Sabka palan hara tu jis ka
Jag me koi nahi hai uska ek sahara tu
Sabko bhagwan dekh raha tu

Zindagi hai isi me prani
Zindagi hai isi me prani
Bhagawan ke gun gave tu
Do din kan hai jiwan sara
Isko safal bana le tu
Sabko bhagwan dekh raha tu

Bana lo humsafar koi raho me
Basa lo pyar meri nigaho me
Nazar mile jaha jale jaha
Se dur hum chale dushman hai
Duniya pyar ki.

Sabko Bhagwan Dekh Raha Tu Lyrics PDF Download
Print PDF      PDF Download

never miss latest songs lyrics.

Sign up to receive an email whenever we post latest hindi song lyrics.

100% No Spamming.

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *