Saaton Sur Ka Lyrics – S. P. Balasubrahmanyam
Saaton sur ka hai sangeeta mrudam
Swar gyan ras bhav raag amrutam
Sangeeta mrudam peelo
Is swar mein rehta saubhagyam
Shiv ne sristi mein swar ki rachna ki
Namo namah param bhram jai jai
Saaton sur ka hai sangeeta mrudam
Swar gyan ras bhav raag amrutam
Sapt sooron mein ghoonj rahi hai
Madhur madhur soor koyal
Sapt sooron mein ghoonj rahi hai
Madhur madhur soor koyal ke
Saaton rangon ke ashva bane
Swet rang ravi kirano ke
Saaton sur ka hai sangeeta mrudam
Swar gyan ras bhav raag amrutam
Sangeet ka jab kijiye aarambh
Swar poojan ko sargam mein re
Shambhu kailash mein jo kiya nritya
Gaaye nandi swar vrishabh mein
Moorali manohar dhoon jo bajaye
Moorali manohar dhoon jo bajaye
Swar hai woh mohan gandhar mein
Murshlaxmi devi noopoor khankati
Gaati woh hindor madhyam mein
Apni dhoon mein ku ku karti
Bole koyal pancham mein
Varsha ki root mein jo chak bagaye
Varsha ki root mein jo chak bagaye
Lagta hai ye soor dhaivat mein
Narayan shri ram ki ramayan
Saptam sooron ni shyadam
Saaton sur ka hai sangeeta mrudam
Swar gyan ras bhav raag amrutam.