Saato Sur Mil Jaye To Ras Ghole Lyrics – S. P. Balasubrahmanyam
Saato sur mil jaye to ras ghole
Ye pyari pyari basuri ki dhun bole
Raat ka sapna tha jo
Ho gaya pura hai wo
Aaj to jhume nache dil bole
Dhun bole dhun bole
Ye pyari pyari basuri ki
Dhun bole man dole man dole
Ye ragni baje to mera man dole
Saato sur mil jaye to ras ghole
Ye pyari pyari basuri ki dhun bole
Raat ka sapna tha jo
Ho gaya pura hai wo
Aaj to jhume nache dil dole
Dhun bole dhun bole
Ye pyari pyari basuri ki
Dhun bole tan dole tan dole
Ye dholki baje to mera tan dole
Jab gunj uthe to sabke man ko bhaye
Saajo ki mithi mithi ye dhun
Mehfil me jo bhi gaaye sabko bhaye
Ye pyara pyara sangeet hamara
Sari duniya me sabke man ko bhaye
Saajo ki mithi mithi ye dhun
Man ka papiha baar baar bole
Ras ghole ras ghole
Ye shehnai ki pyari dhun ras
Ghole man dole tan dole
Ye shehnai baje to mera man dole
Ye aasu kyon hai ye gam hai kaisa
Ye hai jindagi haste gaate rehna
Jo gam ho unko man me rakhna
Prem ki ganga tu bahaate chalna
Is bhumi par ye barbadi kyun hai
Insano me ye nafrat bhi kyun hai
Sargam amrit ras ghole
Fir bhi duniya me ye zehar
Kyu hai dhun bole dhun bole
Ye pyari pyari basuri ki dhun
Bole man dole man dole
Ye ragni baje to mera man dole
Saato sur mil jaye to ras ghole
Ye pyari pyari basuri ki dhun bole
Raat ka sapna tha jo
Ho gaya pura hai wo
Aaj to jhume nache dil dole
Dhun bole dhun bole
Ye pyari pyari basuri ki
Dhun bole man dole man dole
Ye ragni baje to mera man dole.