Saare Jahan Ke Samne Lyrics – Alka Yagnik, Shabbir Kumar
Saare jahan ke samne ikarar kar liya
Saare jahan ke samne ikarar kar liya
Are abb jo ho so ho hamne pyar kar liya
Apna tumhe jeevan sathee svikar kar liya
Apna tumhe jeevan sathee svikar kar liya
Are abb jo ho so ho,
Abb jo ho so ho hamne pyar kar liya
Saare jahan ke samne ikarar kar liya
Hoor jannat ki tujhko dekhe toh,
Husn par tere woh bhi jal jaye
Main toh insan hu devatao par,
Roop ka tere jaadu chal jaye
Teri preet mein rab ka bhi deedar kar liya
Saare jahan ke samne ikarar kar liya
Apna tumhe jeevan sathee svikar kar liya
Paas tu hain jab koi manzil kya
Paas tu hain jab koi manzil kya
Sath tu hain jab koi sahil kya
Tera ghar aangan jab mila mujhko,
Duniya walo ki koi mahafil kya
Dono jahan ki khushiyo
Par adhikar kar liya
Saare jahan ke samne ikarar kar liya
Apna tumhe jeevan
Sathee svikar kar liya
Ek pal bhi sahi na jaye
Abb hamse teri doori
Duniya walo se le li
Teri chahat ki manjuree
Ho..har pahara uth jayega
Deevar hain jo tutegi
Re maine mana liya kismat ko
Tu mujhse kya ruthegi
Sabke dil me hamne ghar taiyar kar liya
Saare jahan ke samne ikarar kar liya
Are abb jo ho so ho hamne pyar kar liya
Apna tumhe jeevan sathee svikar kar liya
Are abb jo ho so ho hamne pyar kar liya
Saare jahan ke samne ikarar kar liya
Saare jahan ke samne ikarar kar liya.