Saansein Ghulne Lageen Lyrics – Shreya Ghoshal, Sonu Nigam
Sanse guhlne lagi banhe judne lagi
Yeh pyar me kya kya hota hai
Dil jagta hai jag sota hai un hun
Sanse guhlne lagi banhe judne lagi
Yeh pyar me kya kya hota hai
Dil jagta hai jag sota hai un hun
Nas nas nasha nasha hai
Hay re tere ishq ne kaha
Se kaha tak chhua hai
Chunari udane lagi bijali girane lagi
Yeh pyar me kya kya hota hai
Dil jagta hai jag sota hai un hun
O o o
Pyar kaa matlab naa puchhe
Pyar me sab kuchh lutaye
Masti kee kashti pe chadkar
Jismo ke us par jayey
Hasti mitne lagi ruhein milne lagi
Yeh pyar me kya kya hota hai
Dil jagta hai jag sota hai un hun
Sanse guhlne lagi banhe judne lagi.