Saajan Ke Ghar Jana Hai Lyrics – Alka Yagnik, Richa Sharma, Sonu Nigam
Mehndi lagaake aayi
Haai
Bindiya sajaake aayi
Oye hoye hoye hoye
Mehndi lagaake aayi
Bindiya sajaake aayi
Choodi khankaake aayi
Paayal chhankaake aayi
Ho ab geet milan ke gaana hai
Gaana hai gaana hai
Mujhe saajan ke ghar jaana hai
Mujhe saajan ke ghar jaana hai
Mujhe saajan ke ghar jaana hai
Mujhe saajan ke ghar jaana hai
Mujhe saajan ke ghar jaana hai
Mujhe saajan ke ghar jaana hai
Gudiya patole the
Meriyaan nishaaniyaan
Yaadon reh jaaniyaan
Bachpan beeta jawaani aayi hoye
Bachpan beeta jawaani aayi
Saajan ka sandesa laayi
Saiyyaanji ki sej ko jaake
Phoolon se mahekaana hai
Mujhe saajan ke ghar jaana hai
Mujhe saajan ke ghar jaana hai
Haan mujhe saajan ke ghar jaana hai
Jamdiyaan mohe piya to
Paraaiyaan ho jaandiyaan
Piya mar jaaniyaan
Pal mein naata tod chali main hoye
Pal mein naata tod chali main
Baabul ka ghar chhod chali main
Ab to piya ke des mein
Saara jeevan mujhe bitaana hai
Mujhe saajan ke ghar jaana hai
Mujhe saajan ke ghar jaana hai
Haan mujhe saajan
Ke ghar jaana hai
Oh oh oh aah aah aah aah
Beti ki taqdeer ka likha haai
Beti ki taqdeer ka likha
Padhke mamta royi
Kisi ne isko janam diya
Aur le jaaye ise koi
Ho sajdhajke aaye baaraati
Laaye ghode haathi
O teri shaadi ke mauke
Pe milke sehra gaayenge
Sada suhaagan rahe tu banno
Tujhe duaaein de jaayenge
Aaj ki raina hum logon ko
Jhoom jhoomke gaana hai
Oye hoye!
Mujhe saajan ke ghar jaana hai
Mujhe saajan ke ghar jaana hai
Mujhe saajan ke ghar jaana hai
Haan mujhe saajan ke ghar jaana hai
Mujhe saajan ke ghar jaana hai
Mujhe saajan ke ghar jaana hai.