Rukh Se Parda Lyrics – Jagjit Singh
Rukh se parda utha hai zara sakiya,
Bas abhi range mehfil badal jayega,
Rukh se parda utha hai zara sakiya,
Bas abhi range mehfil badal jayega,
Hai jo behosh woh, hosh mein ayega,
Girne wala hai jo, sambhal jayega,
Rukh se parda utha hai jara sathiyo,
Bas abhi range mehfil badal jayega,
Rukh se parda utha hai
Tum tasali na do, sirf baithe raho,
Waqt kuch mere marne ka tal jayega,
Kya yeh kam hai mashiha ke rehne se,
Maut ka bhi irada badal jayega,
Rukh se parda utha hai
Teer ki jaa dil dil ki jaa teer
Teer ko you na khicho kaha maan lo
Teer ki jaa dil dil ki jaa teer
Teer ko you na khicho kaha maan lo
Teer khicha to dil nikal aayega
Dil jo nikala toh dam bhi nikal aaye gaa.
Rukh se parda utha hai
Khaak udaane main fariyaad ka raaz hain
Is ko chhedo na anval khuda ke liye
Warna bimaar ka dam nikal aayega
Rukh se parda utha hai jara sathiyo,
Bas abhi range mehfil badal jayega
Hai jo behosh woh, hosh mein ayega,
Girne wala hai jo, sambhal jayega,
Rukh se parda utha hai.