Rukh Se Parda Lyrics – Jagjit Singh
De zara sakiya
Bas abhi range
Mehfil badal jayega
Rukh se parda utha
De zara sakiya
Bas abhi range
Mehfil badal jayega
Hai jo behosh vo
Hosh mein aayega
Rukh se parda utha de
Tum tasalli na do
Sirf baithe raho
Wakt kuch mere
Marne ka tal jayega
Tum tasalli na do
Sirf baithe raho
Wakt kuch mere
Marne ka tal jayega
Kya yeh kam hai
Masiha ke rahne hi se
Maut ka bhi irada badal jayega
Rukh se parda utha de
Teer ki jaan hai dil
Dil ki jaan teer hai
Teer ko na yun
Khicho kaha maan lo
Teer ki jaan hai dil
Dil ki jaan teer hai
Teer ko na yun
Khicho kaha maan lo
Teer khicha to
Dil bhi nikal aayega
Dil jo nikla to dum
Bhi nikal jayega
Rukh se parda utha de
Iske hasne main
Rone ka aandaz hai
Khak udane main
Fariyad ka raaz hai
Iske hasne main
Rone ka aandaz hai
Khak udane main
Fariyad ka raaz hai
Isko chedo na aanvar
Khuda ke liye
Warna bimar ka
Dum nikal jayega
Rukh se parda utha de.