Rog Jaane – Mohit Version Lyrics – Mohit Lalwani, Palak Muchhal
Maine socha na tha mod ye aayega yahan
Aise dhago se mujhko jod jayega yahan
Maine socha na tha mod ye aayega yahan
Aise dhago se mujhko jod jayega yahan
Din mein hi baithe baithe khwaab koi gunta hai
Jootha dilasaa deke jaan le gaya
Rog jaane kaisa ye anokha de gaya
Mujhe mein hi rehke dil ye dhokha de gaya
Aa aa jaane kaisi mushkil hai ye
Koi to mujhko batlaye
Har ghadi ab tu hi nazar aaye
Haa jaane kaisa manzar hai ye
Khwahishe mujhko bharmaye
Mere kadmo ko yun behkaye
Ye kaisi raahon pe main chal raha
Mujhko na mera patta chal raha
Rog jaane kaisa ye anokha de gaya
Ho mujhe mein hi rehke dil ye dhokha de gaya
Ab teri baahon mein ye saara jahan hai manzil
Yahin hai jab to darmiyan hai
Ho mere armaa mere bas mein nahi hai
Jaane ab kaisi ye sar darmiyaan hai
Ab jaake poori ye mannat huyi
Duniya ye meri jaise jannat huyi
Rog jaane kaisa ye anokha de gaya
Ho mujhe mein hi rehke dil ye dhokha de gaya
Maine socha na tha mod ye aayega yahan
Aise dhago se mujhko jod jayega yahan
Maine socha na tha mod ye aayega yahan
Aise dhago se mujhko jod jayega
Hmm rog jaane kaisa ye anokha de gaya
Hoo mujhe mein hi rehke dil ye dhokha de gaya
Aaaa mujhe mein hi rehke dil ye dhokha de gaya
Mujhe mein hi rehke dil ye dhokha de gaya..