Rim Jhim Ke Taraane Lyrics

in

"Rim Jhim Ke Taraane" Song Details:

Movie: Kala Bazar (1960)
Singer(s):Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt), Mohammed Rafi
Lyricist(s):Shailendra (Shankardas Kesarilal)
Composer(s):S. D. Burman
Music Director(s):S. D. Burman
Genre(s):Rain
Director(s):Vijay Anand
Music Label:© Saregama
Starring:Dev Anand, Waheeda Rehman, Nanda
Release on:1st January, 1960

Rim Jhim Ke Taraane Lyrics – Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt), Mohammed Rafi

Rim jhim ke taraane
Leke aayi barsaat
Yaad aaye kisi se
Wo pahali mulaaqaat
Rim jhim ke taraane
Leke aayi barsaat
Yaad aaye kisi se
Wo pahali mulaaqaat
Rim jhim ke taraane
Leke aayi barsaat

Bhige tan man
Pade ras ki phuhaar
Pyaar kaa sandesaa
Laayi barakhaa bahaar
Bhige tan man pade
Ras ki phuhaar
Pyaar kaa sandesaa
Laayi barakhaa bahaar
Mai naa bolun mai naa bolun
Aankhe kare ankhiyo se baat
Rim jhim ke taraane
Leke aayi barsaat

lyricsbogie.com
Sunake matwale kaale
Baadalo kaa shor
Rum jhum ghum ghum
Naache man kaa mor
Sunake matwale kaale
Baadalo kaa shor
Rum jhum ghum ghum
Naache man kaa mor
Sapano kaa saathi
Chal rahaa mere saath
Rim jhim ke taraane
Leke aayi barsaat
Yaad aaye kisi se
Wo pahali mulaqaat
Rim jhim ke taraane
Leke aayi barsaat

Jab milate ho tum to
Chhute dil ke taar
Milane ko tum se mai
Kyo thaa beqaraar
Jab milate ho tum to
Chhute dil ke taar
Milane ko tum se mai
Kyo thaa beqaraar raha
Jaati hai raha jaati hai kyo
Hotho tak aake dil ki baat
Rim jhim ke taraane
Leke aayi barsaat
Yaad aaye kisi se wo
Pahali mulaqaat
Rim jhim ke taraane
Leke aayi barsaat.

Rim Jhim Ke Taraane Lyrics PDF Download
Print PDF      PDF Download

never miss latest songs lyrics.

Sign up to receive an email whenever we post latest hindi song lyrics.

100% No Spamming.