Reham Kabhi To Farmao Lyrics – Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt), Mohammed Rafi
Reham kabhi to farmao
Mao mao meri laila
Unche suro mein mat gao
Gao gao bhai chaila
Reham kabhi to farmao
Mao mao meri laila
Unche suro mein mat gao
Gao gao bhai chaila
Fir se ye pyari dun gao
Are saaf karo kaan tum
Mat yuhi sor machao
Samne aao meri jaan tum
Roop ke lakir lao
Dil se bhulao mera dhyan tum
Aur kisi ka sar khao khao
Reham kabhi to farmao
Mao mao meri laila
Unche suro mein mat gao
Gao bhai chaila
Mala bana ke tere naam ki
Japta hu sham savere
Sakal to dekho gulfam ki
Bante hai aashiq mere
Karni hai baate bade kaam ki
Aao kabhi bakto ke dhere
Are sheesi mango lo jara baam ki
Tab sunu dukhade tere
Reham kabhi to farmao
Mao mao meri laila
Unche suro mein mat gao
Gao gao bhai chaila
Teer e ada mujhe maar
Madam ab mukhda na modho
Set up setup setup
Jao jake kisi diwar se
Sar apna phodo
Tukhde hum diljar ke
Kam se kam aaj hi jodo
Marungi main sandal uthar ke
Jao bhago bas bas chhodo
Reham kabhi to farmao
Mao mao meri laila
Unche suro mein mat gao
Gao gao bhai chaila
Reham kabhi to farmao.