Rangeen Lyrics – Ali Zafar
Rangeen hai tu rangon se bhi zyada
Shokh lagti ho rah ke bhi saada
Le jayenge tujh ko utha ke
Tere bina laage na mora jiya
Rangeen hai tu rangon se bhi zyada
Shokh lagti ho rah ke bhi saada
Le jayenge tujh ko utha ke
Tere bina laage na mora jiya
Rangeen hai tu rangon se bhi zyada
Shokh lagti ho rah ke bhi saada
Hansti hai to aankhon se
Masti hai chhalakhti
Hansti hai to aankhon se
Masti hai chhalakhti
Honthon pe malhaar hai
Gaalon pe singhar hai
Teri tara to koi aur nahin lagti
Rangeen hai tu rangon se bhi zyada
Shokh lagti ho rah ke bhi saada
Le jayenge tujh ko utha ke
Tere bina laage na mora jiya
Rangeen hai tu rangon se bhi zyada
Shokh lagti ho rah ke bhi saada
Ni ni sasa garega mera aik sapna
Ho ghar ek apna mera aik sapna
Ho ghar ek apna chaiye ho bahar
Jahaan na ho intezar
Jahaan meri kahani tere saath meri jaani
Meri jaan tu haseen sub se zyada
Shokh lagti ho rah ke bhi saada
Le jayenge tujh ko utha ke
Tere bina laage na mora jiya
Rangeen hai tu rangon se bhi zyada
Shokh lagti ho rah ke bhi saada
Kahe tu na maane ab chhodo yeh bahane
Kahe tu na maane ab chhodo yeh bahane
Rut hai bahaar ki jiya beqarar ki
Dekho shuro hue pyar ke afsane
Rangeen hai tu rangon se bhi zyada
Shokh lagti ho rah ke bhi saada
Le jayenge tujh ko utha ke
Tere bina lage na mora jiya
Rangeen hai tu rangon se bhi zyada
Shokh lagti ho rah ke bhi saada
Le jayenge tujh ko utha ke
Tere bina laage na mora jiya
Rangeen hai tu rangon se bhi zyada
Shokh lagti ho rah ke bhi saada.