Raatein Kar Na Kharaab Tu (Title) Lyrics – Suhail Zargar
Na bano fashana
Na banta main majnu
Na banta deewana
Main markash hu ishq ka
Sun le haseena
Chahe meri baho mein
Phir tu na aana
Chahunga tujhe ha
Yahi baat sach hai
Par kab tak main chahu
Ye maine na jaana
Kal hoga kya main kaise batau
Chal jaane de sab sun mera gaana
Sun mera gaana, sun mera gaana
Tere chehare ka noor
Deta hai mujhe suroor
Baki koi bhi nasha na chadhe
Huzoor…!
Teri ankho se sharab
Tere hontho se gulaab
Main churau behisab
Koi kya kare, kya kare, kya kare
Koi kya kare, kya kare, kya kare
Lagi paani mein aag yu
Hui niyate kharab kyu
Paas aake na door ja
Raatein kar na kharaab tu
Raatein kar na kharaab tu
Raatein kar na kharaab tu
Fashano ki duniya hai
Duniya fasano ki
Saayar se jayda hai
Sunte hai deewano ki
Har kahani mein yahi to hota hai
Roti hai laila majnu kahi hota hai
Na banana hai majnu na chahiye laila
Par aise bhi mujhko na rahna akela
Yahi baat sach hai main tujhko batau
Aage ki kahani main gaa ke sunau
Gaa ke sunau, main gaa ke sunau
Dil ka fashana hai sunanana
Main hun shayar tu meri gajal
Jo chalke paimane
Teri ankho se deewane
Saari duniya ke ho gaye katal
Lagi paani me aag yu
Duniya botle sharab tu
Paas aake na door ja
Raatein kar na kharaab tu
Raatein kar na kharaab tu
Raatein kar na kharaab tu.