Raag Banke Lyrics

in

"Raag Banke" Song Details:

Movie: Badhaai Ho Badhaai (2002)
Singer(s):Alka Yagnik, Shaan
Lyricist(s):Javed Akhtar
Composer(s):Anu Malik
Music Director(s):Anu Malik
Genre(s):Love
Director(s):Satish Kaushik
Music Label:© Universal Music
Starring:Anil Kapoor, Shilpa Shetty, Keerti Reddy
Release on:14th June, 2002

Raag Banke Lyrics – Alka Yagnik, Shaan

lyricsbogie.com
Raag banke pyaar chhaye
Zindagi bhi ghunghunaaye
Raag banke pyaar chhaye
Zindagi bhi ghunghunaaye
Mann kyon na geet gaaye
Paani da mere mann gaaye ja
Sapno ne sur sajaye pani da
Mere mann gaaye ja
Gaaye jo hum pyaar
Ki sargam taal hai goonji
Dhadkan dhadkan dhadkan

Kabhi yun bhi to ho bas
Hum to ho aur saari surili baate ho
Chamkile din rangi shaame
Aur jhilmil karti raatein ho
Jhooka hawa ka jo aaye
Pyaar ke rang naye aaye
Duniya ko bhool ke
Sapno mein jhul ke
Chule hum aasmaan
Aao na meherbaan
Ho hum ko yeh raasta bulaye
Raag banke pyaar chhaye
Zindagi bhi ghunghunaaye
Raag banke pyaar chhaye
Zindagi bhi ghunghunaaye
Mann kyon na geet gaaye
Paani da mere mann gaaye ja
Sapno ne sur sajaye pani da
Mere mann gaaye ja
Gaaye jo hum pyaar
Ki sargam taal hai goonji
Dhadkan dhadkan dhadkan

Kabhi yun bhi to ho
Barse chaahat aur
Bheege is barsaat mein hum
Humko na koyi bhi hosh rahe
Doobe aise jazbaat mein hum
Jo dekhe hum ko woh yeh jaane
Shaayad hum dono hai deewane
Log hain raaz ho aise hum
Tum hai kyon dono khoye hai kyon
Dono gumsum hai kaun koyi
Samajh nahin paaye
Raag banke pyaar chhaye
Zindagi bhi ghunghunaaye
Raag banke pyaar chhaye
Zindagi bhi ghunghunaaye
Mann kyon na geet gaaye
Paani da mere mann gaaye ja
Sapno ne sur sajaye pani da
Mere mann gaaye ja
Gaaye jo hum pyaar
Ki sargam taal hai goonji
Dhadkan dhadkan dhadkan.

Raag Banke Lyrics PDF Download
Print PDF      PDF Download

never miss latest songs lyrics.

Sign up to receive an email whenever we post latest hindi song lyrics.

100% No Spamming.