Raabta Lyrics – Amitabh Bhattacharya, Mika Singh, Nakash, Pritam Chakraborty
Iss jahan mein sabhi ke liye
Kisi na kisi ko hai
Banaya har kisi ke liye
Tera milna hai uss rab
Ka ishaara maanu
Mujhko banaya tere
Jaise hi kisi ke liye
Kehte hain khuda ne iss
Jahan mein sabhi ke liye
Kisi na kisi ko hai
Banaya har kisi ke liye
Tera milna hai uss
Rab ka ishaara maanu
Mujhko banaya tere
Jaise hi kisi ke liye
Kuch toh hai tujhse raabta
Kuch toh hai tujhse raabta
Kaise hum jaane hume kya pata
Kuch toh hai tujhse raabta
Tu humsafar hai phir kya fikar hai
Jeene ki wajah hi
Yahi marna issi ke liye
Kehte hain khuda ne iss
Jahan mein sabhi ke liye
Kisi na kisi ko hai
Banaya har kisi ke liye
Meharbaani jaate
Jaate mujh pe kar gaya
Guzarta sa lamha ek
Daaman bhar gaya
Tere nazara mila
Roshan sitaara mila
Takdeer ki kashtiyon
Ko kinara mila
Sadiyon se tarse hai
Jaisi zindagi ke liye
Teri sauhbat mein
Duaayein hain ussi ke liye
Tere milna hai uss
Rab ka ishaara
Maanu mujhko banaya
Tere hi jaise kisi ke liye
Kuch toh hai tujhse raabta
Kuch toh hai tujhse raabta
Kaise hum jaane hume kya pata
Kuch toh hai tujhse raabta
Tu humsafar hai
Phir kya fikar hai
Jeene ki wajah hi
Yahi marna issi ke liye
Kehte hain khuda ne iss
Jahan mein sabhi ke liye
Kisi na kisi ko hai
Banaya har kisi ke liye.