Qatil Ho To Khul Kar Lyrics – Anuradha Paudwal, Majid Shola
C qatil ho to khul kar var karo
Choado ye bahana thik nahin
Qatil ho to khul kar var karo
Choado ye bahana thik nahin
Qatil ho to khul kar var karo
Choado ye bahana thik nahin
Choado ye bahana thik nahin
Sab teer to dil ke paar hue
Kahte ho nisana thik nahin
Sab teer to dil ke paar hue
Kahte ho nisana thik nahin
Mehfil mein hazro bathe hain
Yun ankhe ladana thik nahin
Mehfil mein hazro bathe hain
Yun ankhe ladana thik nahin
Mehfil mein hazro bathe hain
Yun ankhe ladana thik nahin
Yun ankhe ladana thik nahin
Allah bada dar lagta hain
Sunte hai jamana yhik nahin
Allah bada dar lagta hain
Sunte hai jamana yhik nahin
Mehfil mein hazro bathe hain
Apna andaz hai
Deewana banane vala
Chuap kar do mein
Ek teer chalane vala
Ham alg chiz hain
Tum ne hame
Samjha kya hain
Katal ho jaye to
Puche ki tamna kya hain
Ishq karna hain to
Apna kabhi didar karo
Aaina dekh ke aao
To hame pyar karo
Aise vaiso se kabhi
Baat nahin karte ham
Aise vaiso se kabhi
Baat nahin karte ham
Mulakat nahin karte ham
Har bhikhari mein
Mulakat nahin karte ham
Ham jo samjha yege
Tumko to bura manoge
Thokare khao ge
Us waqt kaha manoge
Ek bar nahin soo bar kaha
Yu roj ka aana thik nahin
Ek bar nahin soo bar kaha
Yu roj ka aana thik nahin
Allah bada dar lagta hain
Aafate jaa ho qayamat bla ho kya ho
Ye manobat hain tum jane wefa ho kya ho
Aankh uthti hain to samsir nazer aati ho
Zulaf khulti hain to zajir nazer aati ho
Hoth hilte hain to boso ki mahak aati hain
Hath malti ho to kangan ki khank aati hain
Kabhi bijali kabhi tufan se lad jati ho
Achi lagti ho jo gusse me bigad jati ho
Ban jao meri sawari raato ka ujala
Ek samma jalane mein
Jamana nahin lagta
Lagti nahin jab der
Khafa hone mein tumko
O khafa hone mein tumko
Ha khafa hone mein tumko
Hamko bhi manane mein
Jamana nahin lagta
Aaj juba se ha kah do
Ha kah do kah do
Tu aaj juba se ha kah do
Ye roj ki na na thik nahin
Tu aaj juba se ha kah do
Ye roj ki na na thik nahin
Qatil ho to khul kar var karo
E ishq khudara hose me aa
E husan meri aahose aa
Main sab ke bas ka rog nahin
Ham aise vaise lag nahin
Tum ho gaye ho diwane ho
Tum ham se abhi anjane ho
Sab ishq dhara rah jaye ga
Phir husan mein kya rah jayaga
Ham khanjar hain mehfil ke liye
Ham jan bhi dede in ke liye
Ye zulafe nagin jaisi hain
La chu ke dekhu kaisi hain
Ye husan nahin angara hain
Jo bhi hain mujhe sab pyara hain
Sabnam ki tarah hain roop mera
Sola ki tarah behroop mera
Tu koi savali lagta hain
Tera hath hi khali lagta hain
Ham tumko mile muskil hain bahut
Inkar tera qatil hai bahut
Tu jutha juthi bat teri
Manu main sab avkat hain teri
In sab bato mein kya rakha hain
Mil jao ye moka acha hain
Kuch log khade hain raaho mein
Aa tujhko chhupa loon bhaho mein
Aa tujhko chhupa loon bhaho mein
Aa tujhko chhupa loon bhaho mein
Aa tujhko chhupa loon bhaho mein.