Qaraar Khoya Ke Jaan Lyrics – Mohammed Rafi, Suman Kalyanpur
Qaraar khoya mohabbat
Me is zamane ne
Ye baat sach hi kahi
Hai kisi divaane ne
Ke jaan chali jaaye jiya nahi jaaye
Jiya jaaye to phir jiya nahi jaaye
Ke jaan chali jaaye jiya nahi jaaye
Jiya jaaye to phir jiya nahi jaaye
Ye ilzaam sar pe liya nahi jaaye
Liya jaaye to phir jiya nahi jaaye
Ke jaan chali jaaye hoo
Zamane me nahi deewana ham saa
Zamane me nahi deewana ham saa
Deewana nahi ye zamana ham saa
Ye kya jaane ye kya
Samajhe ye baate pyaar ki
Ye kya jaane ye kya
Samajhe ye baate pyaar ki
Oo ke pyaar har kisi se kiya nahi jaaye
Kiya jaaye to phir jiya nahi jaaye
Ke jaan chali jaaye hoo
Na aai kabhi nid na aayaa hai qaraar
Hamaari taubaa ham nahi karege pyaar
Bas laao dil hamara hamako
De do o sanam bas laao dil hamara
Hamako de do o sanam
Oo ye dil le ke wapas diyaa nahi jaaye
Diyaa jaaye to phir jiya nahi jaaye
Ke jaan chali jaaye hoo
Churaa ke nazare na dekho tum ye phul
Churaa ke nazare na dekho tum ye phul
Suno ye berukhi hame nahi qubul
Yaa ham bhale jaayen yaa
Kah do ye bahaar chali jaaye
Yaa ham bhale jaayen yaa
Kah do ye bahaar chali jaaye
Oo bahaar chali jaaye piya nahi jaaye
Piya jaaye to phir jiya nahi jaaye
Ke jaan chali jaaye jiya nahi jaaye
Jiya jaaye to phir jiya nahi jaaye
Ke jaan chali jaaye hoo.