Pyar Ke Rang Se Lyrics – Anand Kumar C, Asha Bhosle
Pyar naymat hai jo
Har koi pa nahi sakta
Pyar nagma hai jo
Har koi ga nahi sakta
Pyar dhokha hai ye
Pyar dhokha hai ye
Aji kamjaraf kaha karte hai
Ye hasi dhokha bhi
Har koi kha nahi sakta
Pyar ke rang se tu
Dil ko sajaye rakhna
Pyar ke rang se tu
Dil ko sajaye rakhna
Pyar ke rang se tu dil ko ha
Is sajane ko
Is sajane ko
Is sajane ko jamane
Se bajaye rakhna
Pyar ke rang se tu
Dil ko sajaye rakhna
Pyar ke rang se tu
Dil ko sajaye rakhna
Pyar ke rang se tu dil ko
Pyar mushkil se
Mile yar mushkil se mile
Dilo ko jod de jo
Tar mushkil se mile
Pyar mushkil se
Mile yar mushkil se mile
Dilo ko jod de jo
Tar mushkil se mile
Yu to dil fek jawa
Lahko mil jaye yaha
Sar fire aashik ye
Dusman ban gaye ja
Har hasina pe mare
Rat din aahe bhare
Pyar jhutha hi inka
Inse kya pyar kare
Ye to har jai hai bhole hai
Inse sada bachke rahna jara
To pahlu me aa
Milke bhawre se
Kyu nikhar jati hai kali
Ye milan ho na agar ha
Ha bihkar jati hai kali
Mai nikharunga tujhe
Pyar de de tu mujhe
Ho raz ulfat ka aaye haye
Raz ulfat ka
Raz ulfat ka tu sine
Me dabaye rakhna
Pyar ke rang se tu
Dil ko sajaye rakhna
Pyar ke rang se tu
Dil ko sajaye rakhna
Pyar ke rang se tu dil ko
Pyar se dekh idhar
Dekh tarsa na mujhe
Berukhi chod de tu
Or tadpa na mujhe
Jitna tadpega sanam
Pyar utna hi badhe
Jitni pisegi heena
Rang utna hi chade
Chod takrar na kar
Ab tu inkar na kar
Ye sitam thik nahi
Meri sarkar na kar
Soch diwane
Jara kya kahega ye jaha
Bhari mahfil me
Bhala kaise kahdu tujhe ha
Koi jalta hai jale aake lag ja tu gale
Are dunia se to
Dar aise ruswa to na kar
Hum to diwane hai mastane hai
Dunia se bhala darke rahe kyu
Fir to mahfil se kah deti hu
Mai to teri hu
Meri takdir hai
Tu meri jagir hai tu
Khwab dekhe jo
Sanam unki tabir hai tum
Jindgani tu
Meri shadmani tu mari
Yuhi baho me
Yuhi baho me
Yuhi baho me sada
Mujhko jhulaye rakhna
Pyar ke rang se tu
Dil ko sajaye rakhna
Pyar ke rang se tu
Dil ko sajaye rakhna
Pyar ke rang se tu dil ko.