Pyar Aur Mohabbat Lyrics

in

"Pyar Aur Mohabbat" Song Details:

Album/Label: Afsana
Singer(s):Sonu Nigam
Lyricist(s):Shamsa Muzffar Puri
Composer(s):Ustad Ghulam Ali
Music Director(s):Ustad Ghulam Ali
Genre(s):Ghazal
Music Label:© T-Series
Starring:Sonu Nigam, Anuradha Paudwal

Pyar Aur Mohabbat Lyrics – Sonu Nigam

lyricsbogie.com
Sikayat hai na kuch tumse gila hai
Bichadna to mukadar meub likha hai
Batau kya jara si zid ki khatir
Main uss se aur vo mujh se juda hai

Pyar aur mohabbat ka
Itna hi fasana hai
Pyar aur mohabbat ka
Itna hi fasana hai
Pyar aur mohabbat ka
Pyar aur mohabbat ka
Itna hi fasana hai
Ek taraf hai tanhayi tanhayi
Ek taraf hai tanhayi
Ek taraf jamana hai
Pyar aur mohabbat ka
Itna hi fasana hai

Umar bar mujhe yu hi
Ghum ka bojh uthana hai
Umar bar mujhe yu hi
Ghum ka bojh uthana hai
Umar bar mujhe yu hi
Umar bar mujhe yu hi
Ghum ka bojh uthana hai
Dil pe jakham khana hai khana hai
Dil pe jakham khana hai
Aur muskurana hai
Pyar aur mohabbat ka
Itna hi fasana hai

Apne hotho ki ek hasi rakh do
Mere kamre me roshni rakh do
Mujhko majburiya se gera hai
Tum mera naam matlabi rakh do

Dekh ker in aankho ko
Mast ho gaye hum bhi
Dekh ker in aankho ko
Mast ho gaye hum bhi
Dekh ker in aankho ko
Dekh ker in aankho ko
Mast ho gaye hum bhi
Ye tumhari aanke hai, aankhe hai
Ye tumhari aanke hai
Ya sharab khana hai
Pyar aur mohabbat ka
Itna hi fasana hai

Wo hai dil mein dhadkan hoon
Wo ghata sawan main hoon
Wo hai dil mein dhadkan hoon
Vo ghata sawan main hoon
Wo hai dil mein dhadkan hoon
Wo hai dil mein dhadkan hoon
Wo ghata sawan main hoon
Mai hu uske dil ki sayari, sayari
Mai hu uske dil ki sayari
Wo mera afsana hai
Pyar aur mohabbat ka
Itna hi fasana hai

Mohabbat jab sakune jindagi
Barbaad karti hai to
Lab khamosh rahte hai
Najar fariyad karti hai
Jigar rahe wafa mein naksh
Aise churahe hai
Ki duniya dekhti hai aur
Humko yaad karti hai
Haye iss mohabbat ka
Raaj koi kya jaane
Haye iss mohabbat ka
Raaj koi kya jaane
Haye iss mohabbat ka
Haye iss mohabbat ka
Raaj koi kya jaane
Jisne ghum uthaye hai, uthaye hai
Jisne ghum uthaye hai
Usne raaj jana hai

Pyar aur mohabbat ka
Itna hi fasana hai
Pyar aur mohabbat ka
Pyar aur mohabbat ka
Itna hi fasana hai
Ek taraf hai tanhayi tanhayi
Ek taraf hai tanhayi
Ek taraf jamana hai
Pyar aur mohabbat ka
Itna hi fasana hai.

Pyar Aur Mohabbat Lyrics PDF Download
Print PDF      PDF Download

never miss latest songs lyrics.

Sign up to receive an email whenever we post latest hindi song lyrics.

100% No Spamming.