Pyaar Zindagi Hai (Title Track) Lyrics

in

"Pyaar Zindagi Hai (Title Track)" Song Details:

Movie: Pyaar Zindagi Hai (2001)
Singer(s):Kavita Krishnamurthy, Sonu Nigam
Lyricist(s):Sameer
Composer(s):Bali Brahmbhatt
Music Director(s):Bali Brahmbhatt
Genre(s):Love
Director(s):Vijay Sadanah
Music Label:© Saregama
Starring:Rajesh Khanna, Mohnish Bahl, Ashima Bhalla

Pyaar Zindagi Hai (Title Track) Lyrics – Kavita Krishnamurthy, Sonu Nigam

Jo log mohabbat karte hain
Voh marne se nahin darrte hain
Har zulm sitam voh sehte hain
Phir bhi duniya se kehte hain
Jo log mohabbat karte hain
Voh marne se nahin darrte hain
Har zulm sitam voh sehte hain
Phir bhi duniya se kehte hain
Pyaar zindagi hai, pyaar zindagi hai
O ho pyaar zindagi hai, pyaar zindagi hai

Pyaar hai voh khushboo ka jhonka
Jo saanson ko mahekaaye
Pyaar hai voh khushboo ka jhonka
Jo saanson ko mahekaaye
Pyaar hai voh geeton ki sargam
Jisko har dhadkan gaaye

lyricsbogie.com
Pyaar suhaana mausam hai
Pyaar gulon ki laali hai
Pyaar labon ki shabnam hai
Pyaar bina sab khaali hai
Pyaar bekhudi hai, pyaar zindagi hai
Oh pyaar zindagi hai, pyaar zindagi hai
Pyaar kiya laila majnu ne
Pyaar pe voh qurbaan gaye
Pyaar kiya laila majnu ne
Pyaar pe voh qurbaan gaye
Pyaar ke dushman is duniya ko
Deke apni jaan gaye

Pyaar to voh ehsaas hai jo ke
Rooh mein aate utarta hai
Premi mar jaate hai lekin
Pyaar kabhi nahin marta hai
Pyaar bandagi hai, pyaar zindagi hai
Ho pyaar zindagi hai, pyaar zindagi hai

Jo log mohabbat karte hain
Voh marne se nahin darrte hain
Har zulm sitam voh sehte hain
Phir bhi duniya se kehte hain

Jo log mohabbat karte hain
Voh marne se nahin darrte hain
Har zulm sitam voh sehte hain
Phir bhi duniya se kehte hain

Pyaar zindagi hai, pyaar zindagi hai
Ho pyaar zindagi hai, pyaar zindagi hai
Pyaar zindagi hai, pyaar zindagi hai
Pyaar zindagi hai, pyaar zindagi hai.

Pyaar Zindagi Hai (Title Track) Lyrics PDF Download
Print PDF      PDF Download

never miss latest songs lyrics.

Sign up to receive an email whenever we post latest hindi song lyrics.

100% No Spamming.