Pyaar Jootha Sahi Lyrics – Vinod Rathod
Pyaar jootha sahi duniya ko dikhane aaja
Tu kisi aur se milne ke bahaane aaja
Tu kisi aur se milne ke bahaane aaja
Pyaar jootha sahi duniya ko dikhane aaja
Pyaar jootha sahi duniya ko dikhane aaja
Tu kisi aur se milne ke bahaane aaja
Tu kisi aur se milne ke bahaane aaja
Aaja aaja aaja aaja
Tu to kaheti thi ke main jaan bhi de dungi tuje
Jaan kaya cheej hai imaan bhi de dungi tuje
Tu to kaheti thi ke main jaan bhi de dungi tuje
Jaan kaya cheej hai imaan bhi de dungi tuje
Is se pahele ke jahaa dil ka tamasa dekhe
Ek pal ke liye aaj ake zamaana dekhe
Ishq kya hai hoo
Ishq kya hai ye zamaane ko bataane aaja
Tu kisi aur se milne ke bahaane aaja
Tu kisi aur se milne ke bahaane aaja
Aaja aaja aaja aaja
Ashiqi khel hai aanso ke piye jaane ka
Zindagi naam hai mar mar ke jiye jaane ka
Aasiqi khel hai aanso ke piye jaane ka
Zindagi naam hai mar mar ke jiye jaane ka
Khwab aankho ko tere ab na dikhayenge kabhi
Phir na aana hum phir na bulayenge kabhi
Yaad ki aakhri hoo
Yaad ki aakhri shamma ko bhujaane aaja
Tu kisi aur se milne ke bahaane aaja
Tu kisi aur se milne ke bahaane aaja
Pyaar jootha sahi duniya ko dikhane aaja
Pyaar jootha sahi duniya ko dikhane aaja
Tu kisi aur se milne ke bahaane aaja
Tu kisi aur se milne ke bahaane aaja
Aaja aaja aaja aaja.