Piya Khinche Huye Lyrics – Kamal Barot, Lata Mangeshkar
Huye chale aayenge
Piya khinche huye bandhe
Huye chale aayenge
Aahon mein asar to zara hone do
Shuru dard e jigar to zara hone do
Piya khinche huye bandhe
Huye chale aayenge
Piya khinche huye bandhe
Huye chale aayenge
O o o karke sau sau bahaane aey
Aey o o o aayenge wo manaane
Hamaare roothhne ki
Aji dil tootne ki o
Hamaare roothhne ki
Aji dil tootne ki khabar
To zara hone do
Piya khinche huye bandhe
Huye chale aayenge
Piya khinche huye bandhe
Huye chale aayenge
O o kyaa shiqaayat se hoga
O o o sab muhabbat se hoga
Abhi hai pyaar yahaan
Ye nahin pahuncha wahaan
O abhi hai pyaar yahaan
Ye nahin pahuncha wahaan
Aji poora safar to zara hone to
Piya khinche huye bandhe
Huye chale aayenge
Piya khinche huye bandhe
Huye chale aayenge
Ho o neend aayegi kaise aey aey
O o wo bhi jaagenge aise
Kahe jo haal yahaan
Yahi phir hoga wahaan
Ho kahe jo haal yahaan
Yahi phir hoga wahaan
Jo idhar hai udhar to zara hone do
Piya khinche huye bandhe
Huye chale aayenge
Piya khinche huye bandhe
Huye chale aayenge
Aahon mein asar to zara hona do
Shuru dard e jigar to zara hone do
Piya khinche huye bandhe
Huye chale aayenge
Piya khinche huye bandhe
Huye chale aayenge.