Phoolon Ki Duniya Se Lyrics – Asha Bhosle, Kishore Kumar
Hum kaha aa gaye aa gaye
Ambar bhi niche hai badal bhi pichhe hai
Hum yaha aa gaye aa gaye
Aisa nahi dekha humne zamana
Aisa nahi dekha sapna suhana
Aisa nahi dekha humne zamana
Aisa nahi dekha
Ji chahe bas is jagha pe
Kat jaye ye zindagani
Phoolo ki duniya se taro ki duniya me
Hum kaha aa gaye aa gaye
Ambar bhi niche hai badal bhi pichhe hai
Hum yaha aa gaye aa gaye
Hum hai akele dar nahi koi
Jagi mohabbat rut soyi soyi
Hum hai akele dar nahi koi
Jagi mohabbat rut soyi soyi
Aise me ho jaye hum par
Bad thodi si maharbani
O phoolo ki duniya se taro ki duniya me
Hum kaha aa gaye aa gaye
Ambar bhi niche hai badal bhi pichhe hai
Hum yaha aa gaye aa gaye
Ha ye nazara kitna hansi hai
Lekin ye tumsa dilkash nahi hai
Ha ye nazara kitna hansi hai
Lekin ye tumsa dilkash nahi hai
Bas bas ab rahne bhi do tum
Ho jaungi mai diwani
Hey phoolo ki duniya se taro ki duniya me
Hum kaha aa gaye aa gaye
Ambar bhi niche hai badal bhi pichhe hai
Hum yaha aa gaye aa gaye.