Phool Hai Baharon Ka Lyrics

in

"Phool Hai Baharon Ka" Song Details:

Movie: Jigri Dost (1969)
Singer(s):Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi
Lyricist(s):Anand Bakshi
Composer(s):Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
Music Director(s):Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
Genre(s):Love
Director(s):Ravikant Nagaich
Music Label:© Saregama
Starring:Jeetendra, Mumtaz

Phool Hai Baharon Ka Lyrics – Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi

Phool hai baharon ka
Bag hai najaro ka
Aur chand hota hai
Sitaro ka mera tu tuhi tu
Phool hai baharon ka
Bag hai najaro ka
Aur chand hota hai
Sitaro ka mera tu tuhi tu

Mauj hai kinaro ki
Raat bekararo ki
Aur rim jhim sawan ki
Buharo ki meri tu tuhi tu
Mauj hai kinaro ki
Raat bekararo ki
Aur rim jhim sawan
Ki buharo ki meri tu tuhi tu

Kabhi kahi mai kho jau
Kaha dhunde kaha jaye
Mera pata fir tu kisse puchhe
Jiske dil me tu basa hai
Jiske dil me tu chhupa hai
Woh tujhe galiyo me kyu dhunde
Naam mastane ka
Ishq hai deewane ka
Aur teer hota hai nishane ka
Meri tu tuhi tu

lyricsbogie.com
O deewane maine aisa
Kya kaha hai kya hua hai
Tune dil kyu tham liya hai
O haseena kya batau
Tere dil me mere dil ko pyar
Bhara paigam diya hai
Reet hai jamane ki
Aaj hai fasane ki
Aur shamma hoti hai
Parwane ki mera tu tuhi tu

Mauj hai kinaro ki raat bekararo ki
Aur rim jhim sawan ki buharo ki
Meri tu tuhi tu mera tu tuhi tu.

Phool Hai Baharon Ka Lyrics PDF Download
Print PDF      PDF Download

never miss latest songs lyrics.

Sign up to receive an email whenever we post latest hindi song lyrics.

100% No Spamming.