Phir Jao Kaashi Lyrics – Mukesh Chand Mathur (Mukesh)
Phir jao kashi phir jao kaba
Pahle padoshi ko pyar karo baba
Phir jao kashi phir jao kaba
Pahle padoshi ko pyar karo baba
Insan hone ka phir karna dawa
Insan hone ka phir karna dawa
Pahle garibo pe daya karo baba
Bhagwan ko bhog kaise lagega
Jab uske bande hi bukhe rahenge
Bhagwan ko bhog kaise lagega
Jab uske bande hi bukhe rahenge
Singar murat pe kaise sajega
Jab uske bache hi nange phirenge
Mandir pe piche chadana chadawa
Pahle garibo pe daya karo baba
Phir jao kashi phir jao kaba
Pahle padoshi ko pyar karo baba
Girte huo ko tum pahle uthao
Sajdo me sar apna piche jhukana
Girte huo ko tum pahle uthao
Phirjo me shama chadana tum piche
Dukhiyo ke ghar pahle deepak jalao
Deeno dharam ka fri dikhana dikhawa
Phir jao kashi phir jao kaba
Pahle padoshi ko pyar karo baba
Dukhiya dilo ki dua leke dekho
Isse badi koi daulat nahi hai
Dukhiya dilo ki dua leke dekho
Isse badi koi daulat nahi hai
Insan ki khidmat hi sachi ibadat
Koi isse badhke ibadat nai hai
Pooja ibadat ka phir karna dawa
Pahle padoshi ko pyar karo baba
Phir jao kashi phir jao kaba
Pahle padoshi ko pyar karo baba
Insan hone ka phir karna dawa
Insan hone ka phir karna dawa
Pahle garibo pe daya karo baba
Pahle padoshi ko pyar karo baba
Pahle garibo pe daya karo baba.