Phir Aankh Se Aansoo Barse Lyrics – Lata Mangeshkar
Phir chhai ghata ghanghaur
Likhne walo se kahdo
Likhe ek kahani aur
Phir aankh se aansu barse
Phir chhai ghata ghanghaur
Likhne walo se kahdo
Likhe ek kahani aur
Na kisi ko taras hi aya
Na kisi ko aayi laz
Logo ne haskar dekha
Ek tamasha aaj
Lo aasman me kat gayi
Lo aasman me kat gayi
Phir ek patang ki daur
Likhne walo se kahdo
Likhe ek kahani aur
Phir ek angan ki chaw
Ban gayi parwat ki dhup
Phir ek ganga ki mauj ne
Badla madira ka rup
Phir ek panghat ki rani
Phir ek panghat ki rani
Chalti marghat ki aur
Likhne walo se kahdo
Likhe ek kahani aur
Kit jaye udd kar panchhi
Jiske na par na baal
Aur charo taraf sikari
Baithe failaye jaal
Is choro ki nagri me
Is choro ki nagri me
Har koi rup ka chaur
Likhne walo se kahdo
Likhe ek kahani aur
Phir aankh se anu barse
Phir chhai ghanta ghanghaur
Likhne walo se kahdo
Likhe ek kahani aur.