Pehli Baar Lyrics

in

"Pehli Baar" Song Details:

Movie: Dil Dhadakne Do (2015)
Singer(s):Siddharth Mahadevan, Sukriti Kakar
Lyricist(s):Javed Akhtar
Composer(s):Ehsaan Noorani, Loy Mendonsa, Shankar Mahadevan
Music Director(s):Ehsaan Noorani, Loy Mendonsa, Shankar Mahadevan
Genre(s):Rock, Romantic
Director(s): Zoya Akhtar
Music Label:© T-Series
Starring:Anil Kapoor, Shefali Shetty, Priyanka Chopra, Ranveer Singh, Anushka Sharma, Farhan Akhtar, Rahul Bose, Zarina Wahab
Release on:5th June, 2015

Pehli Baar Lyrics – Siddharth Mahadevan, Sukriti Kakar

Pehli baar tumko maine jab dekha thaa
Sunlo yaar ki maine kya socha thaa

lyricsbogie.com
Laga ke tumse hai milna tabaahi
Is dil ko hi samjaane maine kahaa
Is raste na jaana kabhi raahi
Yeh tere liye hai hi nahi

Dil mera bol utha
Hone do ab jo bhi ho
Darna kya bhala bura
Hone do ab jo bhi ho

Kya dil ki sunli tumne
Kya raah chunli tumne
Haan dil ki sunli maine
Haan raah chunli maine

Pehli baar tumko maine jab dekha thaa
Sunlo yaar o maine kya socha thaa
Laga ki mashware sunte ho dilke
Laga ke thode se ho tum deewane se
Karoge dil ki hi baate phir milke
Aur hongi yeh baate badi haseen

Dil mera bol utha
Hone do ab jo bhi ho
Darna kya bhala bura
Hone do ab jo bhi ho

Kya dil ki sunli tumne
Kya raah chunli tumne
Haan dil ki sunli maine
Haan raah chunli maine

Lehron mein jaise lehre mile aise
Mil gayi dilo ki dhadkan
Chalte hi chaltey raaho mein
Khoye khoye hai dono tan mann

Haan paas aaye toh kyun paas aaye
Socho toh baat hai zara si
Kuch tum bhi pyase pyase they kab se
Main bhi thi pyasi pyasi

Laga ke tumse hai milna tabaahi
Is dil ko hi samjaane maine kahaa
Is raste na jaana kabhi raahi
Yeh tere liye hai hi nahi

Dil mera bol utha
Hone do ab jo bhi ho
Darna kya bhala bura
Hone do ab jo bhi ho

Kya dil ki sunli tumne
Kya raah chunli tumne
Haan dil ki sunli maine
Haan raah chunli maine.

Pehli Baar Lyrics PDF Download
Print PDF      PDF Download

never miss latest songs lyrics.

Sign up to receive an email whenever we post latest hindi song lyrics.

100% No Spamming.