Pehle To Kabhi Kabhi Lyrics – Altaf Raja
Pyaar mohabbat ke
Kisse bekaar huye
Jab dekha to dil ke
Tukade hazaar huye
Humm pehle toh kabhi
Kabhi gham tha
Abb toh har pal hi
Teri yaad satati hai
Abb toh har pal hi
Teri yaad satati hai
Pehle toh kabhi
Kabhi gham tha
Abb toh har pal hi
Teri yaad rulati hai
Abb toh har pal hi
Teri yaad rulati hai
Pehle toh kabhi
Kabhi gham tha
Magar yeh dard e judayi
Hai har ghadi abb
Magar yeh dard e judayi
Hai har ghadi abb
Pehle toh kabhi
Kabhi gham tha
Magar yeh dard e judayi
Hai har ghadi abb
Magar yeh dard e judayi
Hai har ghadi abb
Main tujhse kaise
Kahu yeh bata
Ke teri yaad ke
Sahare jee raha hu
Ke teri yaad ke
Sahare jee raha hu
Main tujhse kaise
Kahu yeh bata
Ke gham ke aansuo
Ko khud hi pee raha hu
Ke gham ke aansuo
Ko khud hi pee raha hu
Main tujhse kaise
Kahu yeh bata
Naa mar dale teri
Bewafayi mujhko
Naa mar dale teri
Bewafayi mujhko
O main tujhse
Kaise kahu yeh bata
Naa mar dale teri
Bewafayi mujhko
Naa mar dale teri
Bewafayi mujhko
Ho bata de mujhko
Bewafa yeh
Main teri rah mein
Kab tak khada rahunga
Main teri rah mein
Kab tak khada rahunga
Bata de mujhko bewafa yeh
Main tere dar peh
Yun kab tak pada rahunga
Main tere dar peh
Yun kab tak pada rahunga
Hmm bata de
Mujhko bewafa yeh
Tu mujhko kab talak
Aise hi rulayega
Tu mujhko kab talak
Aise hi rulayega
Bata de mujhko bewafa yeh
Tu mujhko kab talak
Apna naa banayega
Tu mujhko kab talak
Apna naa banayega
Hmm ai pagli tu
Kyun ro rahi hai
Ke gham toh mujhko
Uthana hai judayi kaa
Ke gham toh mujhko
Uthana hai judayi kaa
Ae pagli tu kyun ro rahi hai
Tere liye toh sama
Hai yeh shehnayi kaa
Tere liye toh sama
Hai yeh shehnayi kaa
Ae pagli tu kyun ro rahi hai
Ke gaon chhodna hai
Mere mukaddar mein
Ke gaon chhodna hai
Mere mukaddar mein
Hmm ae pagli tu
Kyun ro rahi hai
Ke umr gujregi abb
Meri yeh safar mein
Ke umr gujregi abb
Meri yeh safar mein.