Pehle Aayi Murgi Lyrics – Mohammed Rafi
Pehle aayi murgi ke
Pehle aaya anda
Anda murgi anda murgi
Anda murgi
Pehle aayi murgi ke
Pehle aaya anda
Kaun yeh samjhe kaun yeh jaane
Na yeh samjhe na wo jaane
Haar gaye hai sabhi sayane
Raz koi na yeh pehchane
Kaisa hai yeh gorakh dhanda
Bolo
Sab kehte hai ke chuha
Billi se dar ke bhage
Par mein wo chuha hu jiske bhage
Billi aage aage piche
Piche aage
Piche aage aage piche
Billi aage chuha piche
Chua aage billi piche
Aage aage piche piche
Idhar bhage udhar bhage
Aage bhage piche bhage
Bhage bhage
Sab kehte hai ke chuha
Billi se dar ke bhage
Par mein wo chuha hu jiske bhage
Billi aage billi to kya shair ki bhi mein
Muche nichi kar du
Unchi nichi nichi unchi
Unchi nichi nichi unchi
Nichi unchi unchi nichi
Bal to kya hai khal khaich
Ke usme bhusa bhar du
Bhar du bhar du aah jaane do
Billi to kya shair ki bhi mein
Muchhe nichi kar du
Bal to kya hai khal khaich
Ke usme bhusa bhar du
Samjhe kya samjhe
Nahi samjhe
Jaane do
Pehle aayi murgi ke
Pehle aaya anda anda
Murgi anda murgi
Anda murgi
Pehle aayi murgi ke
Pehle aaya anda
Kaun yeh samjhe kaun yeh jaane
Na yeh samjhe na wo jaane
Haar gaye hai sabhi sayane
Raz koi na yeh pehchane
Kaisa hai yeh gorakh dhanda
Bolo
Kabhi kabhi dil kehta hai
Ke hota kitna acha
Jo mein bada na hota
Rehta chota sa hi bacha
Ol bolta amma roti de
Amma dudu de
Roti de dudu de bhukh lagi hai
Nai to lounga tune mujh mala
Par bachcha to kya ek din mein
Budha ho jaunga baitha
Baitha khasunga
Aur yu hi chillaunga ale
Kaha mal gaye sab
Bitiya maila pan dan kidhar hai
Meherban khandan khandan pandan
Kya samjhe samjhe nahi samjhe
Pehle aayi murgi ke
Pehle aaya anda anda
Murgi anda murgi
Murgi anda
Pehle aayi murgi ke
Pehle aaya anda
Kaun yeh samjhe kaun yeh jaane
Na yeh samjhe na wo jaane
Haar gaye hai sabhi sayane
Raz koi na yeh pehchane
Kaisa hai yeh gorakh dhanda
Bolo
Akad rahe hai aise jaise
Bade haseen hai aap aap
Aap aap aap aap aap aur aap hi
Akad rahe hai aise jaise
Bade haseen hai aap
Idhar dekhiye ke mein hu
Haseeno ka bhi bap
Sab ka apka nahi
Gusse wali baat nahi
Yeh kaha chale sarkar
Dhunde se bhi nahi milega
Hum jaisa dildar
Dildar thaikaidar thanedar chokidar
Rajdar pehredar jamadar sawaldar
Samjhe kya samjahe nahi samjhe
Pehle aayi murgi ke
Pehle aaya anda anda
Murgi anda murgi
Murgi anda
Pehle aayi murgi ke
Pehle aaya anda
Kaun yeh samjhe kaun yeh jaane
Na yeh samjhe na wo jaane
Haar gaye hai sabhi sayane
Raz koi na yeh pehchane
Kaisa hai yeh gorakh dhanda
Bolo.