Pehchano Hum Lyrics – Lata Mangeshkar
Pehchano hum wahi hai
Dekho to aankh malke
Hum tumse mil chuke hai
Surat badal badal ke
Hum wahi hai hum wahi hai
Hum wahi hai hum wahi hai
Pehchano hum wahi hai
Dekho to aankh malke
Hum tumse mil chuke hai
Surat badal badal ke
Gairo mein humko paoge
Socho to phir kaha hamse
Daman bachake jaoge
Apno mein humko dekhoge
Gairo mein humko paoge
Socho to phir kaha humse
Daman bachake jaoge
Jiski tumko arzoo hai hum wahi hai
Pehchano hum wahi hai
Dekho to aankh malke
Hum tumse mil chuke hai
Surat badal badal ke
Dhala tumhari chahat ne
Humko buto ki murat mein
Puja tumhari aanhko ne
Humko sanam ki surat mein
Dhala tumhari chahat ne
Humko buto ki murat mein
Puja tumhari aanhko ne
Humko sanam ki surat mein
Ab yeh aanhke ajnabi si ban gayi hai
Pehchano hum wahi hai
Dekho to aankh malke
Hum tumse mil chuke hai
Surat badal badal ke
Sare chaman mein hum aksar
Utrenge chandani banke
Jis sakh ko jhukaoge
Has denge hum kali banke
Sare chaman mein hum aksar
Utrenge chandani banke
Jis sakh ko jhukaoge
Has denge hum kali banke
Tum ho bulbul hum bhi
Bul se kam nahi hai
Pehchano hum wahi hai
Dekho to aankh malke
Hum tumse mil chuke hai
Surat badal badal ke
Kya tum na geet gaoge
Jab saz de rahe hai hum
Phir zulf ke sabhi kate
Awaz de rahe hai hum
Kya tum na geet gaoge
Jab saz de rahe hai hum
Phir zulf ke sabhi kate
Awaaz de rahe hai hum
Aa bhi jao aag is tan
Mein jal rahi hai
Pehchano hum wahi hai
Dekho to aankh malke
Hum tumse mil chuke hai
Surat badal badal ke
Hum wahi hai hum wahi hai
Hum wahi hai hum wahi hai
Pehchano hum wahi hai
Dekho to aankh malke
Hum tumse mil chuke hai
Surat badal badal ke.