Peene Pilane Ke Sab Hai Bahane Lyrics

in

"Peene Pilane Ke Sab Hai Bahane" Song Details:

Album/Label: Jaam Utha (2013)
Singer(s):Ustad Ghulam Ali
Lyricist(s):Surinder
Composer(s):Ustad Ghulam Ali
Music Director(s):Ustad Ghulam Ali
Genre(s):Ghazal
Music Label:© Tips Music
Starring:Kumar Sanu, Jeetu Tapan, Jaswinder Singh, Kuldip Singh, Pankaj Udhas, Ali Ghani, Jagjit Singh, Ghulam Ali, Chitra Singh
Release on:3rd April, 2013

Peene Pilane Ke Sab Hai Bahane Lyrics – Ustad Ghulam Ali

lyricsbogie.com
Peene pilane ke sab hai bahane
Peene pilane ke sab hai bahane
Kahan ki mohabbat kahan ke fasane
Peene pilane ke sab hai bahane
Peene pilane ke sab hai bahane
Kahan hain bahane sab hain bahane

Khushi mein bhi pee hain
To gham mein bhi pee hain
Khushi mein bhi pee hain
Khushi mein bhi pee hain
To gham mein bhi pee hain
Hain masti bhare ye maipaimane
Peene pilane ke sab hai bahane
Peene pilane ke sab hai bahane

Kisi ne mujhe mast nazron se dekha
Kisi ne mujhe
Kisi ne mujhe mast nazron se dekha
Kadam khudba khud ab lage dagmagane
Peene pilane ke sab hai bahane
Peene pilane ke sab hai bahane

Sataye na humko kabhi yaade maaji
Sataye na humko kabhi yaade maaji
Chalo bhul jaaye woh guzaren zamane
Peene pilane ke sab hai bahane
Peene pilane ke sab hai bahane

Chalo ab to ghumna iss main kadese
Chalo ab to ghumna
Chalo ab to ghumna iss main kadese
Humein dafn karne hain sab ghum purane
Peene pilane ke sab hai bahane
Peene pilane ke sab hai bahane
Kahan ki mohabbat kahan ke fasane
Peene pilane ke sab hai bahane
Peene pilane ke sab hai bahane
Kahan hain bahane sab hain bahane.

Peene Pilane Ke Sab Hai Bahane Lyrics PDF Download
Print PDF      PDF Download

never miss latest songs lyrics.

Sign up to receive an email whenever we post latest hindi song lyrics.

100% No Spamming.

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *