Patthar Ke Khuda Lyrics – Jagjit Singh
Patthar ke khuda patthar ke sanam
Patthar ke hi insaan paaye hain
Patthar ke khuda patthar ke sanam
Patthar ke hi insaan paaye hain
Tum shahare mohabbat kahate ho
Tum shahare mohabbat kahate ho
Ham jaan bacahake aaye hain
Patthar ke khuda patthar ke sanam
Patthar ke hi insaan paaye hain
Butakaana samajhate ho jisko
Puchho naa waha kya haalat hai
Butakaana samajhate ho jisko
Puchho naa waha kya haalat hai
Ham log vahi se laute hai
Bas shukr hai ke laut aaye hain
Tum shahare mohabbat kahate ho
Tum shahare mohabbat kahate ho
Ham jaan bacahake aaye hain
Patthar ke khuda patthar ke sanam
Patthar ke hi insaan paaye hain
Ham soch rahe hai muddat se
Abb umrr gujarenge bhi toh kaha
Ham soch rahe hai muddat se
Abb umrr gujarenge bhi toh kaha
Sahara mein kushi ke phul nahi
Sharaao mein gami ke saaye hain
Aankhon mein nami si hai fakir
Hontho pe tabassum halaka sa
Aankhon mein nami si hai fakir
Ham ahle mohabbat par aksar
Aise bhi jamaane aaye hain
Tum shahare mohabbat kahate ho
Tum shahare mohabbat kahate ho
Ham jaan bacahake aaye hain
Patthar ke khuda patthar ke sanam
Patthar ke hi insaan paaye hain.