Pathraon Ke Bane In Shahron Lyrics

in

"Pathraon Ke Bane In Shahron" Song Details:

Movie: Mere Khwabon Mein Jo Aaye
Singer(s):Shaan
Lyricist(s):Javed Akhtar
Composer(s):Lalit Pandit
Music Director(s):Lalit Pandit
Genre(s):Sad
Director(s):Madhureeta Anand
Music Label:© T-Series
Starring:Randeep Hooda, Raima Sen , Arbaaz Khan
Release on:6th February, 2009

Pathraon Ke Bane In Shahron Lyrics – Shaan

lyricsbogie.com
Saare shehar mein kahin
Toh koi thikaana hoga
Jahaan kisine dil ka kehana maana hoga

Pathron ke bane inn sheharo mein,
Jaaye sheeshe ke sapane kahaan
Zindagi ki tej inn leharon mein,
Khwaab theharenge apane kahaan
Pehane waqt ki janjirein,
Tamannaaye bebas hai saari
Hai atal jaise takdeerein,
Zindagi inake aage haari
Pathron ke bane inn sheharo mein,
Jaaye sheeshe ke sapane kahaan
Zindagi ki tej inn leharon mein,
Khwaab theharenge apane kahaan
Pehane waqt ki janjirein,
Tamannaaye bebas hai saari
Hai atal jaise takdeerein,
Zindagi inake aage haari
Pathron ke bane inn sheharo mein,
Jaaye sheeshe ke sapane kahaan

Koi kise pukaare mile matlab ke log
Saare khokali baatein jinaki saari
Apane bhi hai paraaye
Magar duniya ki hai yeh raay
Khud ko dhoke mein
Rakhana hai samajhadaari
Pathron ke bane inn sheharo mein,
Jaaye sheeshe ke sapane kahaan
Zindagi ki tej inn leharon mein,
Khwaab theharenge apane kahaan

Chaahe jitana ghamand andhere kare,
Ek kiran tod deti hai yeh guroor
Dhundana hoga ghum ke rasto mein,
Chhupake baithi wahi khushiya jaroor
Khaabon se khaali aankhein,
Jo hai har pal sambhaali aankhein
Jiname rehati hai khudgarji
Inn aankhon ke nagar mein,
Bata inn jaalimon ke ghar mein
Iss jamaane mein chalegi
Kya dil ki marji
Pathron ke bane inn sheharo mein
jaaye sheeshe ke sapane kahaan
Zindagi ki tej inn leharon mein,
Khwaab theharenge apane kahaan
Pehane waqt ki janjirein
tamannaaye bebas hai saari
Hai atal jaise takdeerein,
Zindagi inake aage haari
Pathron ke bane inn sheharo mein,
Jaaye sheeshe ke sapane kahaan
Koi toh samjhaaye aise logon ko,
Jo aksar haalaat pe apane rote hai
Chaaron taraf deewaarein hain,
Toh hone do
Deewaaron mein darwaaje bhi hote hai.

Pathraon Ke Bane In Shahron Lyrics PDF Download
Print PDF      PDF Download

never miss latest songs lyrics.

Sign up to receive an email whenever we post latest hindi song lyrics.

100% No Spamming.