Parda Uthe Salaam Ho Jaaye Lyrics – Asha Bhosle, Manna Dey
Tumhari mast nazar gar idhar nahin hoti
Nashe me choor fizaa is qadar nahin hoti
Parda uthke salaam ho jaaye
Parda uthke salaam ho jaaye
Parda uthke salaam ho jaaye
Baat ban jaaye kaam ho jaaye aha
Baat ban jaaye kaam ho jaaye
Ay habeeb mera tujhko salaam
Ay habeeb mera tujhko salaam
Ay habeeb mera tujhko salaam
Ay habeeb mera tujhko salaam
Chaand baadal me chhupega kaise
Husn aanchal me chhupega kaise
Chaand baadal me chhupega kaise
Husn aanchal me chhupega kaise
Main hoon betaab tum ho bekhwaab
Kyun na deedaare aam ho jaaye
Parda uthke salaam ho jaaye oho
Baat ban jaaye kaam ho jaaye
Ay habeeb mera tujhko salaam
Tujhko salaam
Ay habeeb mera tujhko salaam
Shauk nakaam naa hone paaye
Ishq badnaam na hone paaye
Shauk nakaam naa hone paaye
Zulm aur gair kar chuke gair
Ab muhabbat ka naam ho jaaye
Parda uthke salaam ho jaaye aha
Baat ban jaaye kaam ho jaaye
Dil pe gairon ka izaara kyun ho
Ye sitam hamko gawaara kyun ho
Dil pe gairon ka izaara kyun ho
Ye sitam hamko gawaara kyun ho
Saikdo gham sah chhuke ham
Ab ye kisaa tamaam ho jaaye
Parda uthke salaam ho jaaye ho
Baat ban jaaye kaam ho jaaye
Ay habeeb mera tujhko salaam
Ay habeeb mera tujhko salaam
Tujhko salaam tujhko salaam
Ay habeeb mera tujhko salaam
Tujhko salaam tujhko salaam
Ay habeeb mera tujhko salaam.