Pani Khoon Nahin Banta Lyrics – Mohammed Aziz, Nitin Mukesh Chand Mathur
Khun nahin banta
Pani pani khun nahin banta
Khun nahin banta pani
O bhaiya tu hain meri jaan
O bhaiya tu hain meri jaan
Tu hai meri zindgani
Pani khun nahin banta
Khun nahin banta
Pani pani khun nahin banta
Khun nahin banta
Itne baras hum door rahe
Milne se majbur rahe
Itne baras hum door rahe
Milne se majbur rahe
Tarsi barsi yeh aankhe
Gham se dil choor rahe
O bhuli nahin bachpan ki
O bhuli nahin bachpan ki
Koi yaad purani
Pani khun nahin banta
Khun nahin banta
Pani pani khun nahin banta
Khun nahin banta
O tukde mere dil ke
O tukde mere dil ke
Phul bana ye dil khil ke
Samne rahna aankho ke
Bichhad na jana phir milke
Bichhad na jana phir milke
O jane kaha le jaye
O jane kaha le jaye
Ye rahe anjani
Pani khun nahin banta
Khun nahin banta
Pani pani khun nahin banta
Khun nahin banta
Bhai kaise hote hain
Bhai aise hote hain
Ek duje se lag ke gale
Hanste hai kabhi rote hain
Farz ada kar dete hain
Farz ada kar dete hain
Bhai ek duje pe apni
Jaa fida kar dete hain
Ye kurbani main dunga
Main dunga yeh kurbani
Yeh kurbani main dunga
Main dunga ye kurbani
O bhaiya tu hai meri jaan
O bhaiya tu hai meri jaan
Tu hai meri zindgani
O bhaiya tu hain meri jaan
O bhaiya tu hain meri jaan
Tu hai meri zindgani
Pani khun nahin banta
Khun nahin banta
Pani pani khun nahin banta
Khun nahin banta.