Do Panchhi Do Tinke Lyrics – Aarti Mukherji, Kishore Kumar
Le ke chale hai kaha
Do panchhi do tinke kaho
Le ke chale hai kaha
Ye banayenge ek aashiya
Ye banayenge ek aashiya
Do panchhi do tinke kaho
Le ke chale hai kaha
Ye banayenge ek aashiya
Ye banayenge ek aashiya
Ye to apni hi dhun me gaaye
Unche unche udte jaaye
Inki masti ko aur badhaye
Saawan ki ye hawaaye
Manzil ke matwale dekho
Chhune chale aasman
Manzil ke matwale dekho
Chhune chale aasman
Ye banayenge ek aashiya
Ye banayenge ek aashiya
Ek phulo bhari ho daali aur
Us par ho basera
Kuchh aisa hi mitha mitha
Hain sapna tera mera
Ye sapna sach hoga
Kah rahi dhadakno ki zubaan
Ye sapna sach hoga
Kah rahi dhadakno ki zubaan
Hum banayenge ek aashiya
Hum banayenge ek aashiya
Hum banayenge ek aashiya
Hum banayenge ek aashiya
Hum banayenge ek aashiya.