Pal Mein Khafa Kabhi Lyrics – Anuradha Paudwal, Mohammed Aziz
Pal mein magan
Pal mein khafa kabhi
Pal mein magan
Hai baat kya aye shola badan
Kabhi tu bujhti kabhi bhadkti
Phirti ho kaha dushman
Hain woh jaa ka
Dhundu use main paresha
Pal mein khafa kabhi
Pal mein magan
Hai baat kya aye shola badan
Kabhi tu bujhti kabhi bhadkti
Phirti ho kaha dushman
Hain woh jaa ka
Dhundu use main paresha
Chingariya hasin aankho ki
Aye meri shama kise jalayegi aaj
Chingariya hasin aankho ki
Aye meri shama kise jalayegi aaj
Ye na puchho dekh hi jao
Ye sulagti si nazar
Kaise kaise chhupne wale
Cheharo se parda hatayegi aaj
Pal mein khafa kabhi
Pal mein magan
Hai baat kya aye shola badan
Kabhi tu bujhti kabhi bhadkti
Phirti ho kaha dushman
Hain vo jaa ka
Dhundu use main paresha
Kaise bachoge meri nazar se
Dekho na janeman ye
Hain chirago ki sham
Kaise bachoge meri nazar se
Dekho na janeman ye
Hain chirago ki sham
In chirago ki zuba par
Naam kiska likha hain
Zalimo ka katlio ka
Samjho ke hai aaj kissa tamam
Pal mein khafa kabhi
Pal mein magan
Hai baat kya aye shola badan
Kabhi tu bujhti kabhi bhadkti
Phirti ho kaha dushman
Hain wo jaa ka
Dhundu use main paresha.